Favorite dialogues/scenes? - Page 83

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

342k

Users

91

Likes

2.2k

Frequent Posters

Posted: 8 years ago

Originally posted by: OnlyHope

OST is Nusrat Fateh Ali's "Kise Da Yaar Na Vichde"
But usmein yeh dialogue tha..

but I want the new version
Dabangg- thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago

Originally posted by: OnlyHope

Nosh- long time! Kaisi ho? 🤗

Hinna- aaj hi FB pe parha ye wala :P


I am Good... Hugs back
What about you ???? Miss that Place alot 😳
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago

Originally posted by: Dabangg-


I am Good... Hugs back
What about you ???? Miss that Place alot 😳



So where did you get gayab? 😳

I'm good too, Alhamdulillah :)

Hinna, ok I'll send you the link..or post it in the AT
Posted: 8 years ago

Zara mein tm sa apologies kerna chahti hoon. (Maleeha)
kis liye ? (Zara)
Mein bohat sharminda hoon. (Maleeha)
Iski zaroorat nahi hai ab. (Zara)
Pichlay 7 saalon mein ma na tmhey dhoondnay ki bohat koshish ki hai, mein janti hoon mein na tmhey dukh dia hai, ziadti ki hai tmharay sath, mujhe apnay kiye pa bht afsos hai, kash mein tmhey bata sakti. (Maleeha)
Tm apologies kernay nahi ai koi aur baat kernay ai ho, kero! (Zara)
Tmhara samna kernay ka mujh ma hosla nahi tha, ager hota to mein bht pehlay a ker sorry keh deti. (Maleeha)
Junaid sa mulaakat hui thi tmhari? (Zara)
Haan. (Maleeha)
Uss na propose kia hai mujhe! (Zara)
Hamari family bht disturbed hai, Junaid na Fizza ko bata dia hai aur Junaid na bht clearly mujhe keh dia hai k ager tm dono ki shadi ho gai to uss k consequences mujhe bear kernay parayen gay. Ager tm Junaid sa shadi kerti ho to 2 gher toot jayen gay, aur b bht kuch toot jai ga, Mein tm sa ye request kernay ai hoon k ... (Maleeha)
K mein Junaid sa shadi na keroon? Hena? Tmhey kia lagta hai mein Junaid sa shadi keroon gi? (Zara)
Zara mein an tmharay sath bht.. (Maleeha)
Tm na meray sath jo b kia uss ko mat dohrao. Tm mujhey sirf ye btao tmhey kia lagta hai mein kisi ka gher torr ker apna gherr bna sakti hoon? (Zara)
Zara... (Maleeha)
Tm isi khouf mein ai ho na meray paas? (Zara)
Zara mein... (Maleeha)
Nahi, tm apnay dil sa jawab lay ker btao k tmharay dil kia kehta hai k Zara apni friend ka gher, tmhara gher tor ker , Junaid ka gher tor ker apna gher bana sakti hai? (Zara)
Nahi... (Maleeha)
Mein Junaid sa shadi ka koi irada nahi rakhti, tmharay sath wo sab kuch nahi ker sakti jo kuch tm na meray sath kia! (Zara)

Daam

OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
^ Harsh but amazinggg dialogues and entire scene <3
-RisingAsh- thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
Insan kabhi kisi k liye utna zaroori nahi hota jitna woh gumaan kar leta hai.




--



Jis darwazey se shakk dakhil hota hai, mohabbat aur aitmaad bhi usi darwazey se bahar nikal jate hain.




#Random
Posted: 8 years ago

Originally posted by: OnlyHope

^ Harsh but amazinggg dialogues and entire scene <3

tum mere liye farishta thi...tumhe insaan nahi banna chahiye tha😳
sourmisery thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Visit Streak 180 0 Thumbnail + 7
Posted: 8 years ago
Because aaj kal Mera Naam Yousuf Hai bohat yaad araha hai..

"Police waalon ne tou haathon se maara tha, lekin Abba ne tou baaton se hi maar diya. Kehne lage agar wo tumse mohabbat nahin karti tou uss ke peeche jaana, uski baat karna uski aabru ki toheen hai. Wo meri wajah se badnaam hojaegi. Ye baat mujhe goli ki taraf lagi Daaji. Uss raat mein uske kamre mein pohanch gaya tha tou mujhe dekh ke uska rang faq hogaya. Wo saara waqt ye soch ke darti rahi ke agar kisi ne dekh liya tou kya sochega? Sach keh raha hoon Daaji...uper se police walon ke saamne datt ke keh diya ke main usse mohabbat karta hoon. Ye koi bahaduri nahin hai, bahaduri dikha ke kisi ko badnaam karne ka sharamnaak tareeqa hai. Abba kehte agar mujhe usski izzat aabru ka paas nahin hai tou main usse mohabbat nahin karta. Main tou sunte hi marr gaya yaar. Ab koi kuch bhi keh le main sunn sakta hoon lekin koi ye na kahe ke main usse mohabbat nahin karta."

Come to think of it, MNYH had lambe lambe monologues in the names of dialogues but they were just so GOOD!
Dhani_ thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
Mais me too missing MNYH these days. coming to long long monologues that's khalil-ur-rehman's style...He did use same in PA, ST and MNYH.
Posted: 8 years ago
MNYH is airing in UK so I get to watch it again
Top