Favorite dialogues/scenes? - Page 36

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

341.9k

Users

91

Likes

2.2k

Frequent Posters

Posted: 9 years ago
Nah
dil ko nahi bhaaya yeh wala πŸ˜†
Usman. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
Its perfect for the current scenario :)
Edited by Usman. - 9 years ago
Posted: 9 years ago
kiski asliyat bahir aayi hai? πŸ˜†
Usman. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
^She does not visit this thread πŸ˜†
Talcum thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 9 years ago

Originally posted by: OnlyHope

Saba- Main gunahgar hoti aur tab aap mere sath aa ker khare hote to apki mohabbat ka yakeen karleti.


Arfeen- Kaun hai Saba aisa jo kisi gunahgar ke saath khara ho?


Saba- Allah. Allah hai na. Woh gunahgar ki sunta bhi hai, usko bakhshta bhi hai. Usko nawazta bhi hai.

- Meri Zaat Zarra-e-Benishaan


This πŸ‘
Talcum thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 9 years ago

Originally posted by: *Woh Ajnabee*

Awesome topic, Star! The dialogues are my favorite part of Pakistani shows (and you know, by that I mean - Umera Ahmed's shows. πŸ˜†). I can't read Urdu, so just hearing such poetic Urdu being spoken is heartwarming.

Some of my favorites that I can think of from the top of my head:

Bano to Hasan in Dastaan:
Mainey aaj tak waqai aisi koi dua nahi maangi. Shayad isliye kyon ki mai hamesha aapko apna samajhti hoon. <font color="#0000ff">Jo cheez meri hai jo mujhey mil chuki hai, ussey khuda se kyon maangoon?</font> Mujhey kabhi aisa nahi laga ke hum do alag wajood hai, mujhey hamesha lagaa ke mai azal se aapki hoon. Phir dua mein aapko kyon maangoon?

Okay, this one I looked up. πŸ˜† It's a total cheesefest but pretty much sums up Hasan and Bano for me!

Saba and Arfeen in Meri Zaat Zarra-e-Benishan:

Arfeen: Koi ek shaqs toh hoga jo jaanta hoga ke tum begunah ho.
Saba: Allah jaanta hai.
Arfeen: <font color="#0000ff">Allah se kaisey poonchoon, mai koi pagumbar nahi hoon.</font>
Saba: Allah dilon mein rehta hai, aap apney dil se poonchey.

--

Saba: <font color="#333333">Main tahajjud-guzar nahi hoon. Paanch waqt ki namaz bhi nahi padti. Na koi mujhey naik kehta hai na hi duain karwata hai, likin mainey yeh gunah nahi kiya.</font>

--
Arfeen: <font color="#0000ff">Aur Saba agar tum jhooti saabit hui toh har rishtey se aitbaar uth jaayega mera ... yahan tak ke Allah se bhi.</font>

These are all different chunks from the same scene, but I think this is hands down one of the most powerful scenes on Pakistani television. Faisal Qureshi is brilliant in this entire scene!

I can't remember it exactly but Adnan says to this Rukhsar in the last episode of Kankar. This one truly hits home for me:

<font color="#0000ff">Khooni rishton ki yeh hi majboori hoti ke unhey ek dusrey ko maaf karna padta hai.</font>

Truer words have never been spoken. This scene was heart-wrenching in Kankar! I know Kankar had a lot of other great dialogues as well, but I see some of them have been mentioned already. I can't seem to remember the rest.


Heart touching dialogues.
Talcum thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 9 years ago

Originally posted by: -Sania-

Allah ko na batao ke tumhari mushkil kitni badi hai ... mushkil ko batao ke tumhara ALLAH kitna bada hai

shehr e zaat


πŸ‘

Word Count: 0

Gujar thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Chaahat se bhar ke chaha hain tujhe kho na jaana kahin bichhar ke mujhse Ek zindagi thi so tere naam ki neend humne Najam apni haraam ki.
FloydLover thumbnail
Posted: 9 years ago
I liked quite a few things that Khairad said in Humsafar.


1) 'Mere abbu kaha karte the ki jhoot bolna sirf pehli baar aasaan hota hai, uske baad mushkile hi mushkile aati hai aur sacch bolna sirf pehli baar mushkil, uske baad aasani hi aasani hoti hai.'


2) Ashar- Kaha ja rahi ho?

Khaiard- Allah ko bahut shikwe suna diya par ab uska shukriyada karne ka waqt hai.

Zindagi Gulzar Hai
Zaroon- Chikoo kha rahi ho? Sev kha rahi ho? Aloo kha rahi ho?

Kashaf nods in amusement. (She is pregnant.)

Zaroon- Good. Apni sehat ka khayal rakha karo.


Edited by FloydLover - 9 years ago
-RisingAsh- thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
Hira to Umair
Mard aur aurat k bharose mein bohat farq hota hai.

- From Khilona



This dialogue is so simple n non dramatic still it is so impactful. This is so true. N we do see this in nowadays world.
Edited by RisingAsh - 9 years ago
Top