Favorite dialogues/scenes? - Page 2

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

341.9k

Users

91

Likes

2.2k

Frequent Posters

noor321 thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#11

Originally posted by: starstruckk

I absolutely love Daam's dialogues...perhaps my most favorite dialogue between Zara and Maliha.

Zara (to Maliha):
Saat saal tumhare kapre, tumhari cheezain, tumhare jootay maine aur meri behnon ne isthimaal kiye thay. Main tumhari baat kese taal sakti thi? Aur tum janti ke jo tum college main mujhe khana khilati thi na, woh pooray din ka pehla aur shayed akhri khana hota tha mere liye.
Tum mere liye farishta thi, farishta..tumhein insaan nahi bana chahiye tha.



This dialogue is pure class. One of the best written. πŸ‘πŸ‘
-Zahra15- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail + 4
Posted: 10 years ago
#12
Romaisa : Aapne bataya nahi, aap ko Subha Ka Sitaara Kyun pasand hain???
Nabeel : Kyunki maine subha ke Sitaare se shaadi jo Karna tha... ^__^



Asher : Raheem meri beti hain, agar iss baat ki koyi saboot nahi hain, toh iss baat ki bhi Koyi saboot nahi ke main Basheerat Hussein ka beta hoon.
Farida : Tum aapni Maa ko gaali de Rahe ho???
Asher : Main apne aap ko gaali de Raha hoon. Gaali Maa ko Di Jaaye ya Beti ko, Gali Mujhe Pari hai na (something like that)
And he goes how no one does that with an animal, and he was her son, how if upon asked, he would have chosen his mom over his wife, how no mother is asked for proof and all well the entire scene is very nice =D

And also that bit :
Asher : Main maazi ki saari baatein Bhool Kar tumhe maaf Kar Raha hoon.
Khirad : Lekin Maine aap se maafi maangi kab? πŸ˜† πŸ˜† πŸ˜†
Asher : Jaanta hoon, Lekin main khud tumhe maaf Kar Ra hoon (Poor soul, couldn't understand what she wanted πŸ˜† )



Zaroon : Agar zyaada Taareef ki toh sar pe Chad jaaegi πŸ˜†

Zaroon : Tumhaare liye Kyun Aata? Tum ek average looking ladki ho, shakki, Gussa Karne waali bewakoof ladki ho πŸ˜† πŸ˜† πŸ˜†



And many more, but I don't remember :( and there are many serials that I am yet to watch...
khisher thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
#13
Khirad: Mujh se naraz ho kay soii thay,naraz ho kay office mat jain.
.
.
Hreem:Papa hareem ko bh bahi chahiye jese alina ke pass hai bhaiπŸ˜›
.

Posted: 10 years ago
#14
Obviously all Umera ones especially Kankar and PeK!
And that Daam one
"Tum farishta thi mere liye, tumhe insaan nahi banna chahiye tha."
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#15

Originally posted by: starstruckk

Fari, I'm pretty sure you have some favorite dialogues..or lines from Umera's work?



Too many πŸ˜†

I was kinda waiting for the humorous angle of this thread to change tracks so I could share my favs :P
-Marie- thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 4
Posted: 10 years ago
#16



πŸ˜†

Word Count: 0

Posted: 10 years ago
#17
OMG and that ZGH diary wala :O
Tum mujhe sangemarmar samajhte ho, samajhte raho. Main tumhare samne reit ki deewar nahi ban sakti. Mujhe tootne se khauf aata hai.
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#18
^ Main yeh wala type karne wali thi..in fact that entire thing..it was amazing <3
Posted: 10 years ago
#19
Asher in Humsafar:
Ab agar poori duniya pe iske khilaaf khari ho jaye, main phir bhi Khirad ka saath nahi choroonga.
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
#20
"Sifar ki zaroorat har adad ko parti hai kuch banne ke liye. Sifar jis adad ke saath lagey, uski qadr-o-qeemat kayi gunah barha deta hai. To agar apne aap ko sifar samajhti ho tab bhi tum qeemti ho, tab bhi tum bekaar nahi, tab bhi tum har ginti se pehle aaogi, har ginti ka aghaaz tum hi se hoga aur har 9 adad ke baad ek dafa tumhari zaroorat paregi. Aglay mor per janey ke liye tabdeeli jab bhi ayegi tumse ayegi...sifar se ayegi."
-Umera Ahmed, Durre Shahwar
Top