Favorite dialogues/scenes? - Page 19

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

341.9k

Users

91

Likes

2.2k

Frequent Posters

Cheesy-Chants thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 10 years ago
I really love this dialogue...❤️
Mard 'Aurat' k liye kya hota hai???
'DarwazA' hota hai, darwazey ka kam rasta rookna hota hai ya rasta daina!
MuMy.. Is darwazey ny meira rasta rook liya hai, meira he nhn her aurat ka rasta rook liya hai.. Agey janey he nhn daita, aaj tak aagey janey he nhn dia... Isi liye tou Aurat peghamber hoti hai na wali... Wo darwaza kholney ki koshish he nhe kerti, waheen isi dareazey ki chookhat par beithi rehti hai... Isey he choomti rehti hai, sajdah kerti hai... Phir darwaza raasta q na rokeiy????(sheher e zaat)
Posted: 10 years ago
"If one falls in love with someone nothing can enter one's heart after that. And if one loves Allah then can a person love anyone else? And that too, a mere human being? A mortal? In the pursuit of the immortal, the desire for the finite ends. The person sitting next to me will never know that for me, his being there or not being there is the same."
From Translation of Shehr-e-Zaat "The City Of Self"
Posted: 10 years ago

Originally posted by: Cheesy-Chants

I really love this dialogue...❤️

Mard 'Aurat' k liye kya hota hai???
'DarwazA' hota hai, darwazey ka kam rasta rookna hota hai ya rasta daina!
MuMy.. Is darwazey ny meira rasta rook liya hai, meira he nhn her aurat ka rasta rook liya hai.. Agey janey he nhn daita, aaj tak aagey janey he nhn dia... Isi liye tou Aurat peghamber hoti hai na wali... Wo darwaza kholney ki koshish he nhe kerti, waheen isi dareazey ki chookhat par beithi rehti hai... Isey he choomti rehti hai, sajdah kerti hai... Phir darwaza raasta q na rokeiy????(sheher e zaat)


This was one of the scenes that made me cry.
Cheesy-Chants thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 10 years ago

Originally posted by: HeavenlyBliss.


This was one of the scenes that made me cry.



even mahira was too good in that scene...every women can relate herself with each and every word of this dialogue..😳
starstruckk thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
Kabhi kabhar hum khooni rishton se mayoos ho ke wo rishte un logon ke chehron mein dhoondte hain jo humein pyar aur tawajjoh dete hain. Pata nahi ye sahi hota hai ya ghalat? Lekin meri zindagi mein yehi hota hai... - Kashaf (ZGH)

Zaroorat ke waqt to koi kaam nahin aata. - Kashaf (ZGH)

Zindagi mein sirf bura waqt nahi hota aur buri cheezein nahi hoti, bure dino ke baad acha waqt bhee aata hai, aur rehta bhee hai - Sidra (ZGH)

Edited by starstruckk - 10 years ago
Posted: 10 years ago
Log kehte hain sardiyon ki baarish rulaati hai
Aisa har baar thori hota hai

Mohabbat subh ka sitara hai
starstruckk thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago

Word Count: 0

starstruckk thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 10 years ago
Aik shakhs say mohabbat, insan ko kitna majboor kar deti hai. Main nay zindagi may kisi ki parwah hi nahi ki aur ab is shakhs ki parwah ki hai tou mujhay ahsaas huwa hai keh mohabbat karnay kay baad banday ko kitna jhukna parta hai sirf is khof say keh kaheen doosra aap ko chor na day.
- Shehr e Zaat

Duniya ki kahi hui baat aur apnon ki kahi hui baat main farq yeh hota hai ke duniya ki kahi hui baat pehlay takleef deti hai phir uss ki aadat hojati hai. Apnon ki kahi hui baaton ki kabhi aadat nahi hoti. Harr baar sun'nay per takleef pehlay say ziada barhti hai.

- Man O Salwa
HSFA thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
"Kash ke ye waqt yahin thum jaye ya phir meri har subah itni haseen ho."
Asher to Khirad in Humsafar.
HSFA thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 years ago
"Myself Zaroon Junaid and you?"
"Chudail Awwal."
"Excuse me!"
"Excused!"
Kashaf and Zaroon's first conversation in Zindagi Gulzar Hai.
Top