Posted:
I''LL BE U'R DESTINY AT EVERYSTEP U TAKE
Part-5
Mallik mansion
Evening 7 pm
After coming from office armaan directly went to meet his father...
Ar-dad( hugging him) thank you thank you sooo much dad...
Raj is surprised to see him happy after coming from office,he always used to be tired or irritated but today the glow on his face is very different...he is indeed happy...
Raj-kya baat hain aaj bade khush lagrahe ho...
Ar-all because of u dad thank you soo much( hugged him once again)
Raj-arey buddy mujhe bhi toh pata chale ki maine aisa kya kiya jiski wajah se mere bete ke chehre par itni zyaada khushi jalakrahi hain...
Ar-dad aapne jisey meri new P.A ko select kiya hain naa
Raj-ahh...haan woh ladki bahot hi achi bachi hain...usey dekkar aisa laga ki woh bahot badi takleef se guzar rahi ho...issiliye maine usey select kiya as u'r P.A..taaki uska mann yahan office ke kaam mein lagjaaye aur woh apni pareshaani bhool jaye...
Armaan was all smiling listening to his father...
Ar-dad woh wahi ladki hain jissey maine flight mein dekha tha...
Raj is surprised again
Raj-kya( happily)
Ar-haan dad she is the one... I love her dad I love her alottt
Raj-r u sure u love her son
Ar-yes dad...
Raj-( patted his shoulder) look armaan i'm very happy for u...mujhe hamesha se hi pata tha ki jab tum kisi ladki se pyaar karogey toh uska saath hamesha dogey...aur main yakeen ke saath kehsakta hun ki tum uss ladki ka poora khayaal rakhogey,usey bahot khush rakhogey...hain naa
Ar-ji dad main ridhima ko woh saari khushiya dunga jo woh deserve karti hain...uske aankhon mein kabhi aansoon nahi aane dunga...uske saare dard saari takleef door kardunga...
Raj looked at armaan who was saying this all with so intense in his voice...raj smiles n said
Raj-mujhe mere bete par poora yakeen hain...( hugged him)
Muskaan's house
After coming from the office both ridhima n muskaan took rest for sometime n they both started to prepare dinner...muskaan said to ridhima that she'll do it by herself but ridhima being very stubborn did not agreed to Muskaan n started helping her in the kitchen...
Muskaan was happy seeing ridhima smile after long time...she used to give a fake smile but today she is smiling wholeheartedly...no fakeness in her smile...n this all credit goes to none other than armaan...
Muski-ridzi aaj ka first day kaisa raha office mein
Ridzi-( looked at muskaan n smiles n said) bahot hi acha tha muski...tuney sahi kaha tha... Jaise maine anjali mam ko dekha toh mujhe aisa laga ki boss bhi aise hi hongey par jab armaan sir aaye toh mera darr kam hogaya...
Muski-oye sir nahi ARMAAN bol...
They both laughed at this n ridhima said
Ridzi-armaan sach mein bahot ache hain muski...mujhe toh bilkul bhi darr nahi laga jab unhone mujhse baat ki...mann mein sukoon sa mehsoos hua unsey baat kartey hue...
Muski-ofcourse woh bahot ache hain ridzi...hamarey office mein sab ache hain siwaaye uss anjali hunterwaali ke...
Ridhima smiled seeing muskaan making faces
Muski-seriously ridzi agar woh hamarey company ki GM nahi hoti naa toh uska main khoon karde ti...kitni akdu hain yaar woh aur atul pata nahi kaise admire karta hain usey paagal kahin ka
Ridzi-kya...atul anjali mam ko admire karta hain
Muski-oye tu usey mam kyun bolrahi hain...uss piddi ko toh hunterwaali naam se hi bulaana chahiye main toh kehti hun armaan ko naa ek aur rule banaana chahiye ki uss anjali ko bhi sab sirf uske naam se bulaaye tab jaakar uski akad thikaane aayegi haan...
Ridzi-muski tu bhi naa...kuch bhi bolte rehti hain...
Muski-aur nahi toh kya yaar ridzi jis tarah usne tujhse baat ki naa mera toh mann karraha tha ki usey ek kheech ke thappad maarun taaki woh phirse tere saath aisi tone mein baat nahi karey...idea...
Ridzi-kya?
Muski-main naa armaan ko boldungi ki usne kaise baat ki tujhse phir armaan uss hunterwaali anjali ki baand bajaadengey...
Ridzi-muski tu naa bilkul paagal hain...aise school kids ki tarah principle ko complain karni ki baat thodi hain...paagal kahin ki...( patted on her cheek) chal dinner kartey hain
They both had their dinner n slept in their respective rooms...
.
Coming more
Scroll down for more...
comment:
p_commentcount