|ZindagiGulzarHai#25| Batameez Zaroon Maaney Na - Page 46

Created

Last reply

Replies

1k

Views

38.8k

Users

26

Likes

1.6k

Frequent Posters

Posted: 11 years ago
But you dont do any kaam 🤣
Posted: 11 years ago
Zum which episode are you on?
Alu- thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
My mom is taking ages to skype 😡
ZumSrK. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: HeavenlyBliss.

Zum which episode are you on?

I have watched till 7th (: now watching epi 5th with cousin (:
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
So this part is at some dinner and Asmara asks him why he chose Kashaf over her...and he explains.. 😳

"Acha chalo, tumhare liye asaan zabaan mein baat karta hoon. TUm apne shohar ke sath yahan ayi ho, zara soch ke batao ke yahan aane se pehle tum ne apni tayyari aur apne shohar ko tayyar karwane mein kitna waqt liya tha?"

"Apni tayyari mein kaafi waqt laga tha lekin mera shohar koi bacha nahi hai jisey mein tayyar karwaoon, woh khud sab kuch manage kar sakta hai."

"Main bhi koi bacha nahi hoon, lekin phir bhi yahan aane se pehle meri tie ki knot Kashaf ne apne hathon se lagayi thi. Mere coat ke collar mein rumaal bhi usne lagaya hai. Mere ghar mein mulazimon ki ek lambi qataar hai iske bawajood jo shoes maine is waqt pehne hain, woh usne polish kiye hain. Yahan aane se pehle woh mere barey bete ko homework karwa kar ayi hai aur mere chote bete ko usne khud feed kiya hai, halaanke uske liye governess hai. Aur iske baad woh yahan aane ke liye dress hui, and just look at her, kya usey dekh ker aisa lagta hai ke woh itne bahut saarey kaam kar ke ayi hai? Aur yeh sab yahin per khatam nahi hota. Abhi yahan se jaane ke baad woh mere liye night suit nikaalegi, doodh ka glass degi, phir subah office jaane ke liye meri saari cheezein tayyar karegi, mera briefcase check karegi, aur phir woh soyegi. Aur subah mere uthne se pehle woh bedaar ho chuki hogi."

"Yeh sab main bhi kar sakti thi aur tum mujhse shaadi karte aur yeh sab karne ko kehte.

"Maine usey kabhi bhi yeh sab karne ke liye nahi kaha, woh apni marzi se yeh sab karti hai aur agar mujhe 1% bhi yakeen hota ke tum ya meri society ki koi dusri larki yeh sab karti to mein kabhi Kashaf se shadi na karta."

"Agar woh yeh sab karti hai to is mein kamaal ki kya baat hai? Woh ek housewife hai. Is ki koi social life nahi, agar usey yeh bhi nahi karna to aur kya karna hai?"

"Is dafa main Asmara ki baar per hans para tha. "Woh housewife nahi hai. Shayad usne tumhein bataya nahi, woh ek CSP officer hai. Is waqt establishment division mein kaam karrahi hai"



OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
Hinna, I do..customers aate rehte hain 😆
Lizakhan thumbnail
Anniversary 11 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 11 years ago

Originally posted by: HeavenlyBliss.


🤣🤣🤣
chup kar sid bura maan jayega

please highlight the no. Which Sid has currently🤣
I know you are smart I really don't need to explain😉
Alu- thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
Wow can they have a similar scene 😳
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
Exactly Alu, I want something of that sort...that part in the book made me SO happy..it was so beautifully written considering the little details Zaroon notices and loves about Kashaf 😳
ZumSrK. thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 11 years ago
Alu,faru - I hope they do have similar scene to that (:
Top