ArHi_Gifs: IP Word Fest-5 (2/9) - Page 2

Created

Last reply

Replies

266

Views

30.8k

Users

134

Likes

2.7k

Frequent Posters

fly_dog thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#11
Beautiful collection dear...add more haha...looking forward to it :)
pinky89 thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#12
Awesome collection !!! Thanks for the PM
deviarshi thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 12 years ago
#13
That was all very beautiful dialogues Thanx 4 uploading it.
arushi05 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#14
Wow awesome man. Good work. Thanks for the pm
Shravani_21 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Engager 3 Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#15




Kyun khwaabon pe tere saaye hai
Dil kyun hai tanha mera
Kyun kamoshi hai zubaan pe meri
Aashkon se keh paaon na

Kyun dard hai itna
Tere ishq mein
Rabba ve...Rabba ve...
Rabba ve...Rabba ve...
Edited by Shravani_21 - 12 years ago
Shravani_21 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Engager 3 Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#16

Kyu Nazrain teri yun anjaan hain

Ankhen hai meri bhi num

Kyun paa kar bhi tumko khoya hai

Hum kyon na ban paye hum

Kyon dard hai itna

Tere ishq mein

Rabba ve...Rabba ve...
Rabba ve...Rabba ve...
Edited by Shravani_21 - 12 years ago
Shravani_21 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Engager 3 Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#17


Arnav: Tumhe is sab se kya farak padta hai?

Kushi: "kyun? kyun farak padta hai? Kyunki baat aapki hai,
farak padta hai! agar kisi aur ki hoti to nahi padta. agar aap hi aise chale jayenge toh hum saase hi nahi le

app mat jaiye...

"Aap sach mein jaa rahe hai?"

Arnav: "Haan. Main sach mein jaa raha hoon."


------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Arnav: Kyun aisa feel kar raha hoon main? Kyun Khushi se door jaane mein itni takleef ho rahi hai mujhe? Why? Damn it. "

Edited by Shravani_21 - 12 years ago
Shravani_21 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Engager 3 Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#18


"hum drama nahi kar rahe hai,. dhaaga hume zabardasti thhaamna pada,. humari marzi nahi thi..., abh jab baandh diya hai toh..."
Edited by Shravani_21 - 12 years ago
Shravani_21 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Engager 3 Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#19


Kuch rishte ajeeb hi dor mein bandhe hote hain Takrar se shuru hote hain ,

nafrat ke saaye mein panapte hain Girte hain,

padte hain , par kaayam rahte hain.


Nafrat badhti jaati hai aur rishte ki gaanth aur gehri hoti jaati hai

Itni ki ek din nafrat bhhi aur badhne se sharma jati hai ,

aur woh rishta sirf ek bandhan ban ke rah jaata hai

Lekin sirf nafrat waala!!!


Kabhi kabhi aisa lagta hai jaise nafrat ke us maahol mein kuchh to hai Jo humse kehta hai ki is ansune, anjaane se, ankahe se ehsaas ko ek mauka to do

Par jis rishte ki neev hi nafrat pe rakhi gayi ho, usse kuch bhi ummeed lagana Naadani nahi aur kya hoga?


Aur shayad yeh naadaani hum kar baithe hain Warna kyun itni nafrat ke baawjood humein aapki yaad aa rahi hai?

Kyun hum aapse ladte hain, jhagadte hain lekin aapke jaane ke baad aap hi ki raah dekhte hain Hawaaon se aapki baatein karte hain.
Edited by Shravani_21 - 12 years ago
Shravani_21 thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Engager 3 Thumbnail + 6
Posted: 12 years ago
#20


Arnav: Tum yahan kya karne ayi ho?

Khushi: Hum'woh..hamara matlab hai ki'Hum aisa nahi karna chahate te. Hum aapko jalana nahi chahate te. Aaj tak humne kisi ko nahi jalaya. Woh'Humhe laga tha ki, ki aap ne hamara dupatta pakra tha. Par aap ne nahi pakra tha.

Arnav: To kya pakarna chahiye tha? Dekho, tum pehla rohna band karro.

Khushi: Aap na, aap bahut ajeeb ho.

Arnav: What? Mein ajeeb ho? Aur yeh tum ke rahi ho.

Khushi: Woh.. Aap ke ghadi mein mishri ki goli hum ne daali thi, aur aap ke jothoon mein juuuice.

Arnav: Mangojuice.

Khushi: Woh. Santre ka nahi milha na. Isliye. Aur phir, galti see aap ke gharam chai bi pekha. Isliye, hum maafi magna chahate hai. Humhe maaf kar di jiye, pleeease.

Edited by Shravani_21 - 12 years ago
Top