Shradha & Tina in Kabhi Na Kabhi - Page 4

Created

Last reply

Replies

62

Views

8.4k

Users

13

Frequent Posters

Mohsin thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#31
hey hey hey...... one min....
yaar... y u r fighting here a lot... kisi ko toh chor do... reality ki baat mat kero.... jahan tak mihir ki baat het... serial mai dikhaya kai wo behak gaya tha....

shabash..... w? a illlogic....
im also a man... n i know.... merd jo bhi ho... atleast wo kiya ker raha hai uss ko pata hee hota hai.... mihir sahab ka yeh dikhaya kai wo behak gaya tha jabkai i know kai koi mard itna bhi nahi behkta kai uss ko pata na ho kai wo kiya ker raha hai.... 😆 n sex jaisai maamlai mai toh purai senses mai rehna parta ahi.... yeh kiya baat hui bhala... 😆
queen_of_hearts thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#32
waise indian serials sare reality se hat kar hi hote hain ye baat to manna paregi.
queen_of_hearts thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#33
agar thori bohot bhi reality hoti bhi hai to woh sirf thori bohot hoti hai baqi sub woh hota hi nahi hai jo real life main hota hai kya kabhi koi insaan itni aasani se do do teen teen shaadiyan karta hai????
zarali thumbnail
Posted: 18 years ago
#34
Mashal..its true wht u said abt real and step child k koi maan apne step child k liy sagy ko marr nahi dalti BUT here at one point i also agree with Devanshi k some step mothers really got "insaaniat"and "khof-e-Khuda" tu woh apne step child ko bhi poora pyar degee..but in the case of ansh it was allll rubbish... 🤢 i dont wanna comment on this ..i wish i could meet with the writers of this drama one day..kaash
Mashal thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#35
but y u want to meet her/him? 😉
Mashal thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#36
achi step mothers zaroor hoti hongi mager 100% main say 5% tum loog iss baat ko too agree kertay ho na aour hum logg 95% ko follow kertay hain na kay 5%
zarali thumbnail
Posted: 18 years ago
#37
I just said k jo oraten dill mai "khof-e-Khuda rekhtin hain woh zaroor justice kertin hain with their step child k sath weather they r 5% or 95%..regarding meeting with indian soap writers...i just wanna ask them k un ko kia "zahne beemari" hai jo woh is type ki "kharafat" create kerty hain 😳
taha_rock30 thumbnail
Posted: 18 years ago
#38
SALAM
jii apne sahih kaha aik INSAn 4 5 shadiyaan karta ahin aur usse kuch faraq hii nahin parta aab to pakistanii serials bhi aaisee hii hogayee hain .

queen_of_hearts thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 5 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#39

Originally posted by: taha_rock30

SALAM
jii apne sahih kaha aik INSAn 4 5 shadiyaan karta ahin aur usse kuch faraq hii nahin parta aab to pakistanii serials bhi aaisee hii hogayee hain .

pakistani serials bhi aaj kal indian serials jaise hote ja rahe hain unhe ki tarah ab her shadi shuda larki ko sari pehna daite hai humare haan ye culture nahi hai unke haan shadi ke baad sariyan pehenna lazmi hota hai humare serials main sindur aur mangal sutar ki kami hai woh bhi kisi din pehna dain ge.

Mashal thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 18 years ago
#40

Originally posted by: sahera


pakistani serials bhi aaj kal indian serials jaise hote ja rahe hain unhe ki tarah ab her shadi shuda larki ko sari pehna daite hai humare haan ye culture nahi hai unke haan shadi ke baad sariyan pehenna lazmi hota hai humare serials main sindur aur mangal sutar ki kami hai woh bhi kisi din pehna dain ge.



😆
abb uss ki bhi kasar nahin rehti ARY kay serial BIWI TV AOUR HUm main tum nay kabhi uss MOOTI ko dekha hai
Top