minu28 thumbnail
Posted: 13 years ago
#1
Can someone please tyranslate these poems for me. I understand urdu but not perfectly. I only need translation for the higlighted portions.
This poem is from Main Abdul Kadir Hoon
Muhabbat mar nahi jati
Muhabbat saans leti hai
kabhi yadoon ki chilman se
yea dil sa jankh leti hai
ya gardish kasi gardish hai
bohot sa rang hain jis main
dahanak rang orhani ban kar
yea hum ko damph leti hai
Muhabbat mar nahi jati
Muhabbat saans leti hai
And Imran abbas poems that he said on some talk show

Tooti hai meri neend magar tumko issey kyaa

bajtey rahein hawaon se dar, tumko issey? kyaa

tum mauj-mauj misl-e-sabaa ghoomtey raho

kat jayein meri soch ke par, tumko issey kyaa

auron ka haath thaamo, unhein raasta dikhao

main bhool jaoon apna hi ghar, tumko issey kyaa

last poem also said by imran

cahlon yeh ishq nahi chane ki aadat hai

toh kya karein hume ek dusre ki aadat hai

tera naseeb hai e dil kai sada ki mehroom-2

na woh saki na tujhe mangne ki aadat hai

vissal mein bhi woh hi harjagai firaaq qai hai-2

kai usko neen muje raat jagne ki aadat hai

thanks a ton
Top