~*~ Ramayan Songs & Lyrics Gallery #2 ~*~ - Page 3

Created

Last reply

Replies

26

Views

77.4k

Users

6

Likes

23

Frequent Posters

Dpka1415 thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#21
superb guyzzz.... infact i have something to share day before yesterday i thot the same thng n thot i'll discuss this thng wid rf members ... i thnk we all share the same wavelength of thinking...lolzzz...
i have written alot of lyrics in my diary... will def post them here ... 😳😳
Dpka1415 thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#22

here r the Vivah Songs... :

i did translations for Janu di ... sory if there is any mistake... n m not qouting the shlokas as i didnt get them properly so thot of skipping them instead of posting incorrect words😳
DHARAMSHEEL GUNVATI PUNEETA,JYOTI LUTATI AA RAHI SITA....
(Sita-The Divine Lady,the ever Pure soul is coming to the wedding hall spreading the Divine brightness all around.)
ABHINAV ROOP TEJ HAI ATULIT,SAURATI KO KARE SIYA PARAAJIT...
(The Goddess of beauty - Sita defeats Devi Rati by her supernatural glow on her beautiful face)
TRIBHUWAN KE SWAMI SE MILAN KO CHALI TRIBHUWAN SWAMINI...
(Goddess of the3 loks is going to marry the holy Lord of the 3 loks)
HAIN SUNG TEENO BHAGNIYA SIYA PANTH KI ANUGAAMINI...
(along with her r her 3 eternal devotees - Mandavi,Urmila& Shrutkirti)
KAMANIYE KOMAL CHARAN PANKAJ LAG RAHE KITNE BHALE...
(The Lotus feet of Sita r luking very divine & beautiful...)
LE CHARAN CHUMBAN KHIL UTHE HAIN PUSHP PUSHPON KE TALE ....(2times)
(The flowers under her Lotus feet r being blessed by the touch of her soft feet)
DONO KE PARYAYE HAIN DONO....PURVA LIKHIT ADHYAYE HAIN DONO ....
(Both Ram & Sita are one soul ,two bodies.....)
NISTREJ KARE DO KANTI KOTI RATI-KAAM KI...(2times)
(Both Ram & Sita together look more beatiful than the ever beautiful couple of Devi Rati & Kaam Dev...)

SUR NAR MUNI MOHINI JODI SITA RAM KI...
(Lord Ram & Devi Sita's jodi is all time favourite of all the Devtas,Humans & Saints...)
GAO RI MILI MANGAL GAO RI.....(2times)
(Lets together sing the songs of joy)
MANHAR JODI NIRAKH KE JEEAVAN.....(2times)
SUPHAL BANAO RI
(Lets make our lives fruitful by having the glimpse of the Divine couple)
GAO RI...MILI MANGAL GAO RI.... (2times)
SAAGAR JEYU HARI KO DI LAKSHAMI....
SAUPI HIMALAYE NE SHIV KO GAURI.....
(Just like the God of Oceans handed over Devi Lakshami to Lord Vishnu and King Himalaya did the Kanya daan of Devi Parvati/Gauri to Lord Shiv...)
WAISI HI REET JANAK NIBHAYE KANYA DAAN SE PUNYA KAMAAYE....
(King Janak is performing the same ritual nd earning punya by doing Kanya daan)
KANYA RATAN SWIKARO JI.... KULL MITHILESH KA TAARO JI (2times)
(Hey Lord Ram accept the kanya daan of Devi Sita n bless the family of Janak.....)
..........................................................................................................................................................................
There is a shlok here ....
TEENO LOKON ME ANAND KI LEHER AAYI HAI.....JODI MANHAR SABKE MANN BHAYI HAI
(Seeing this marriage every one is happy n there is a wave of joy in the whole universe...)
............................................................................................................................................................................
There is a shlok here....
SIYA RAM REETI ANUSAR PHEERAN LAGE....HARE HARE PHEERAN LAGE....BHAWARIYA....
(Lord Ram & Devi Sita r performing all the rituals of marriage n taking phere around the pure agni...)
DEKHO IK SUNG JODE CHAAR ....
PHEERAN LAGE HARE HARE PHEERAN LAGE....... BHAWARIYA....
SIYA RAM REETI ANUSAR......
..............................................................................................................................................................................
there is a shlok
KULL GURU KAR RAHE MANTRA UCHCHAARAN....LAKSHAMI SUNG CHALE NARAYAN....
(Kull guru is saying the mantras nd Lord Vishnu & Devi Lakshami r taking phere....)

AVADH KE DEEPAK MITHILA KI BAATI.....BANANE CHALE HAIN JEEVAN SAATHI....
RAJKUNWARIYAN SUNDAR SUNDAR ANUPAM RAJKUMAR......
(The princesses of MIthila n the princes of Ayodhya r going to get married .........)
PHEERAN LAGE HARE HARE PHEERAN LAGE .... BHAWARIYA....
SIYA RAM REETI ANUSAAR.....
...............................................................................................................................................................................
there is a shlok
MANE JANAK KE HUM BADBHAAGI ...RAM SI NIDHI PAYI BIN MAANGI.....
(Janak ji feels very lucky to have Ramji as his son-in-law)
DASHRATH JI PHOOLE NA SAMAYE SWAJAN SNEHI PARAM SUKH PAAYE....
(Dashrath ji is feeling veryyyy happy on occassion of marriage of his 4sons nd so r the relatives....)
TEENO LOK BYAH YEH DEKHE...DRISHTI PASAAR PASAAR....
(The inhabitants of Swarg , Dharti n Paatal are watching this marriage n dont want to miss even a glimpse of it...)
PHEERAN LAGE HARE HARE PHEERAN LAGE......BHAWARIYA.....
SIYA RAM REETI ANUSAR....
.................................................................................................................................................................................
there is a shlok
SAPTPADI AKSHAYE SUKH DAYI....AB PARINAYE NE PURNTA PAAYI.....
SINDOOR DAAN KIYO NARAYAN....MAANG KI MAANG BHAYI HAIN POORAN.....
(Now the auspicious time has come when Lord Vishnu is filling the Maang of Devi Lakshami with Sindoor n the marriage rituals r about to conclude.....)
GAO RI MILI MANGAL GAO RI......(2times)


Dpka1415 thumbnail
Anniversary 16 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#23
okkkk frns here r the lyrics of Agnipareeksha scene ... its fantastically shot n Debina has done 1000%justice to the role in dis scene ... .. 😊
Scene: SITAJI ASKS LAKSHMAN JI...
Sita Ji : Somitra...main agni me pravesh karna chahti hu ... Mere liye agni ka prabandh karo .. Devarji.. Meri aagya ka paalan ho...
Paavanta ki... Jeevit pratima...
Paavanta ki jeevit pratima.... Siya Bhagwati maha Mayi...
Paavanta kaa..
Nij paavanta ka pramaan dene aayi....
Siya ki aagya... Sunn Lakshman ne..
Siya ki aagya sunn Lakshman ne Maha Jwaala pragataayi....

Paavanta kaa...
Siya Paavanta ka pramaan dene aayi...
Paavanta ki ... Jeevit pratima...
Sita Ji : Yadi mera hridaye ek shann ke liye bhi Raghunandan Shree Ram se door nahi hua hai...
TOH SAMPOORAN JAGAT KE SAAKSHI AGNI DEV... SAB AUR SE MERI RAKSHA KARE...
Mera charitra shuddh hai...phir bhi Raghunandan Shree Ram mujhe dooshit samjhte hau .. Yadi main sarvatha nishkalank hu...
TOH SAMPOORAN JAGAT KE SAAKSHI AGNI DEV.. SAB AUR SE MERI RAKSHA KARE..
Yadi... maine mann vann aur kriya se kabhi bhi Raghunandan Shree Ram ka atikraman naa kia ho ...
TOH SAMPOORAN JAGAT KE SAAKSHI AGNI DEV.. SAB AUR SE MERI RAKSHA KARE..
Yadi Bhagwaan, Surya, Chandra, Din, Raat,Vaayu, Dishaaye,Dono Sandhyaaye,Prithvi Dev aur Agni Devta....Mujhe shuddh charitra yukt samjhte ho ...
TOH SAMPOORAN JAGAT KE SAAKSHI AGNI DEV.. SAB AUR SE MERI RAKSHA KARE..
Naari ka sammvidhaan aisa hi likha hai...
Uska astitva bas pramaano par tika hai ..
Karamjali janam se....vivado me gheeri hai...
Yeh svaranmayi... har baar gayi...
Yeh svaranmayi har baar gayi.... Kasauti par chadhaayi...
Paavanta ka..
Siya Paavanta ka .. Pramaan dene aayi...
Paavanta ki... Jeevit pratima....
Lokaapvaad ki dohai de rahe hai...
Vishnu apni Lakshmi ki pareeksha le rahe hai...
Har kisi ko aaj hai parinaam ki prateeksha....
Sita ki nahi yeh hai agni ki pareeksha...
Dekhenge abhi... Pal bhar me sabhi...
Dekhenge abhi .. pal bhar me sabhi...
Sattvanti ki Sachaayi...
Paavanta ka ...
Siya paavanta kaa.. pramaan dene aayi....
Paavanta ki ... Jeevit pratimaa....
Now agni dev appears wid real Sita ji :
Pragate Sita ko liye.... Agni Dev saakshaat...
Praanpriya ko dekh kar ati prasann Raghunaath...
Ati prasann Raghunaath...
Agni Dev 2 Shree Ram : Shree Ram main aapki Sita waapas lautaane aaya hu...jisne sadev aapki aaradhna ki hai...yeh shuddh hai ... Nishpaap Hai ..
Ram Ji : Bhagwan,logo me Sita ki pavitrata ka vishwas dilaane ke liye Sita ki yeh shuddhi vishyi Pareeksha aavashyak thi...
Sita teeno lokon me param pavitra hai ... Main Sita ko nahi chhod sakta... aap sabhi mere hiteshi hai... Main Janak Nandini Sita ko Swikaar karta hu.....
Agni Dev : Yashasvi bhava !
Song :

Agni dev is satya kaaaa....
de kar gaye pramaan....
Lanka me reh kar Siya...
Paavan kamal samaan....
oooooo...

Yadyapi Siya dharamgun sheela....
Tadapi Ram ki aur hi leela....


bhoomja_2903 thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#24

This is the song before marriage…Four sisters with malvika in GAURI MAA TEMPLE..(repeated lines are chorus,join in groups sing nd enjoy)

CONCH MUSIC FOR 15 SECONDS:

SONG:

YA DEVI SARVA BHUTESHU

MATHRURUPENA SANSTHITHA

NAMASTHASYEY NAMASTHASYEY

NAMASTHASYEY

NAMASTHASYEY NAMO NAMAHA….

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

LAGAN LAGI HEIN TUM DHWAR SE

TO HE PUJAN AAYE HAM PYAR SE

ATHISAY TERI SUNDARTHA

DHARSHAN SE JHI NAHI BARTHA

ATHISAY TERI SUNDARTHA

DHARSHAN SE JHI NAHI BARTHA

NAINA JUDHATHE HEIN SHRINGAR SE

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

LAGAN LAGI HEIN TUM DHWAR SE

TO HE PUJAN AAYE HAM PYAR SE

YA DEVI SARVA BHUTESHU

VIVIDHA PUPENA SANSTHITHA

NAMASTHASYEY NAMASTHASYEY

NAMASTHASYEY

NAMASTHASYEY NAMO NAMAHA

TU SATHI DAKSH KE AANKHAN MAIN

TU HI GIRIRAJ KISHORI HEIN

TU PARAM THAPASVINI MAHA GAURI

TU SHIVMUKH CHAND CHAKORI HEIN

SUR NAR MUNI TUJKO JAAYE

TRIBHUVAN AUR CHAR DISHAYEIN

SUR NAR MUNI TUJKO JAAYE

TRIBHUVAN AUR CHAR DISHAYEIN

MUKIRITH HEIN JAI JAIKHAR SE

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

LAGAN LAGI HEIN TUM DHWAR SE

TO HE PUJAN AAYE HAM PYAR SE

MUJKO MANVAANCHITH VAR DE MAA

VAR RUP MEIN SHREE RAGHUVAR DE MA

KOMAL KAR JHISE UTAPHAYE

SHIVDHANUSH KO AISA KAR DE MAA

SHIVDHANUSH KO AISA KAR DE MAA

TU SABKE KHAJH SAWARE

KARMAN KO MUKTH HAMARE

TU SABKE KHAJH SAWARE

KARMAN KO MUKTH HAMARE

CHINTHA KE GURU DARBAAR SE

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

JAGDAMBE JAG KALYANI VARDANI MATH BHAVANI

LAGAN LAGI HEIN TUM DHWAR SE

TO HE PUJAN AAYE HAM PYAR SE

MANGAL KARNI SANKAT HARNI JAI MATA

SUNLE SUNLE HAMRI BHINTHI JAI MATA

DHADKE BEETH MILA DE

UNKO VIJAY DILA DE

JAI GAURI JAI GAURI

JAI GAURI MA

JAI MAHA GAURI MAAAAA…..

bhoomja_2903 thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#25

SHRINGAR OF FOUR SISTERS:

SAKHI SAJANO SHOLA SHRINGAR

SAKHI SAJANO SHOLA SHRINGAR

SAJAN SANG JANA HAI PARIBAARI

SAJAN SANG JANA HAI …

EK CHAROAN KI SASURAL

EK CHAROAN KI SASURAL

CHAROAN KO VAHI JANA HAI PARIBAARI

SAJAN SANG JAANA HEIN..

HUM HALDI THEL CHADAYUE SAJNI

METHI MEHANDI MUKHABARLAGHAYE SAJNI

TUM YO SARMOONG SAJAYE SAJNI

SIYA TUM NE SI DRISHTI HA AAYE SAJNI

EK KARTE KHAJREKIDHAR

EK KARTE KHAJREKIDHAR

SAJAN SANG JANA HAI PARIBAARI

SAJAN SANG JANA HAI …

VIDHI NE BADAA UTTHAM KAAM KIYA

TUM BARSON DALNE CHOD DIYA

HUM NE TUM BHI HEIN RATHIRUPABANA

BAS MANG KI RITA CHOD DIYA

USSE DENGE SAJAN SHAWAAL

USSE DENGE SAJAN SHAWAAL

SAJAN SANG JANA HAI PARIBAARI

SAJAN SANG JANA HAI …

bhoomja_2903 thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#26

JAI HANUMAN:

BAJRANGDHARI JAI HANUMAN

MAKHANVIHARI JAI HANUMAN

SHIVMUKHDHARI JAI HANUMAN

SRUTHALKUMARI JAI HANUMAN

JAI HANUMAN JAI HANUMAN

HANUMAN HANUMAN HANUMAN HANUMAN JAI HANUMAN

MANGAL KE TUM AVADHARI

HANUMAN AMANGAL HAARI

MAHAVEER SAKTHIMAAN BAJRANG BHALVAN

NAHI TUM SA KOI MAHAN

TUMHARI JAI HANUMAN HO JAI JAI JAI HANUMAN

TUMHARI JAI HANUMAN HO JAI JAI JAI HANUMAN

TUM BHAKTHAON KI HITHCHARI

ASURON KHUSBON PHALBARI

SANKAT KA PAHAD JHAISE

JHALDI KE UTAKAR

SANKAT MOCHAN BHAGWAN

TUMHARI JAI HANUMAN HO JAI JAI JAI HANUMAN

TUMHARI JAI HANUMAN HO JAI JAI JAI HANUMAN

bhoomja_2903 thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#27
JAY MAALA SONG:

Rajeev nayan ko swathaha chayan ko jay mala pehanao
jay mala pehanao..
san mukh hein raghuvar durlabh avsar yeh avsar nanda vaa ho jay mala pehanao..
jay mala pehanao
kyun lajjha mandith charanon mein
bad jaane ghasa hasina chute
shiv danush ram ne uta liya
sahi pushpa mal tum se naute
sahi pushpa mal tum se naute
jay dapra peet khar jay maal dhaal kar vijay rampar phaavo
vijay ram par phaavo
Rajeev nayan ko swathaha chayan ko jay mala pehanao
jay mala pehanao..
Nayanon ki nikat nayan nidhi he
nayanon ko yah bhi swash to ho
is deek prateekshitu madhushan ko
kinchit mujko avas to ho
sajni thoda avas to ho
dhuvi dha sanko chan badh kar sitae
abhanapi lambh lagavo
abhanapi lambh lagavo
Rajeev nayan ko swathaha chayan ko jay mala pehanao
jay mala pehanao..
Jay mala mein nijuridhaya koondh
siya rang manch ki orchali
lakshmi chali vishnu ki varan hethu'
kyun chandra ki or chakor chali
kyun chandra ki or chakor chali
malyarpan ke subh lagan aagaye
mangal geet sunaovo
mangal geet sunaovo
yehe saswath jodi nirakh nirakh khar
jeevan safhal bhanao
jeevan safhal bhanao

Edited by bhoomja_2903 - 13 years ago
Top