Created

Last reply

Replies

24

Views

5k

Users

11

Likes

4

Frequent Posters

irtaza thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#11
yaar naziee mainay agg chanell par dekha tha lafanga show main aur logon say uss host nay pocha app aisa kion kartay hain tu log kehnay lagay kay hamay inn places par aa kar sakoon milta hai๐Ÿ˜•
yaar wohi baat hai yaqeen ki kuch log hotay hain jo kehtay hain kay hum uss mazar par gay tu hamari uss baba ji nay suuni phir log kehtay hain haan yaar uss baba kay mazar main bari barkat hai lakin logon ko yeh samajh nahin atti kay suunnay wala tu woh ALLAH hai abh jo baba ji iss duniya main nahin hai woh tum logon ko kaisay sun saktay hain๐Ÿ˜•
qtgurl thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 2 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#12
u know how ppl tell their parents to pray for them, my grandfather told me that ppl shud go to mazaar if their parents are not alive. otherwise, they should tell their parents to pray for them.

but there is nothing wrong with going to mazaar n praying. cuz those bazurgs take our prayers to Allah. We ppl cant talk to Allah directly.
irtaza thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#13

Originally posted by: qtgurl

u know how ppl tell their parents to pray for them, my grandfather told me that ppl shud go to mazaar if their parents are not alive. otherwise, they should tell their parents to pray for them.

but there is nothing wrong with going to mazaar n praying. cuz those bazurgs take our prayers to Allah. We ppl cant talk to Allah directly.

but dear can u teel me joo bazurg iss duniya main nahin hai woh ALLAH tak hamari pray ko kaisay?????
yaar jabh ALLAH nay khud kaha hai kay maray say mango main tumhari dua kabool karon gaa than yyyyyyyy mazar par jaa kar dua karna koi buri baat nahin hai lakin unn say mangna? daynay wala tu ALLAH hai aur ALLAH hamaray bohat kareeb hai ALLAH say mangoo tu sahi woh apnay bandoo ki zaror suntaa hai
7834 thumbnail
Posted: 16 years ago
#14
dear qtgurl hmary buzug logon ny he toh humain yeh ghalat concept diya hai.yeh bilkul ghlat hai k woh humari dwa un tak piohnchaty hain agar aisa hota toh Allah quran main aisa kuch likhta na ya hazrat muhammad PBUH kuch aisa farmaty magr nh Allah ny farmaya k sirf or sirf mjh sy mango or yahan tak hamry nabi ny yeh farma dya k mjh sy b na mango kunjki main b kuchj nh dy sakta un sy jin ko Allah ny keh diya jk jab tak hazrat Muhammad SWA jannat main na jayen tab tak sab k liye Allah ny jannat haram kar di hai phir hum kaisy un babon sy dwaiun mang sakty hai hmain nh pta k woh jannti hain b ya nh kunki naik admi b koi aisi ghalti kar dyta ghai jis ki waja sy woh jahanum main chala jata hai Allah sab ko jannat main jagah dy plz ap yeh mat socho k woh hmari dwauin ly kar Allah jk pass jaty hain ap koi aisi hadees suna ya koi ayat k jis main yeh kaha gya hai k Allah hmari dwainb nh sunta yaar woh Allah hai jab hum koi bat scochty b nh unko pta chal jata hai k yeh kya kary ga toh hum kaisy keh sakty hai k Allah hmari direct bat nh sunta or Allah ny yeh b farmaaya hai k jab koi namaz parhta hai toh woh mjhy sy mulaqat karta hai pta nh mjhy samjh nh ati log itny bewakoof kyn ban jaty hain k Allah hmarai nh sunta Allah he hamara bhala kary plz ap kabi ghoar karo jo mar jaty hai woh kuch b nh kar sakty Allah sy wo bat nh kar sakty toh woh pohnchain gy kaisy ap sy request hai kabi quran ki translation parho khud samjh ajaye ga or ab logon ko b samjhao kynki Allah kehta hai agr ghalto hoty dekho to usy mana karo
irtaza thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#15
wow a3x ๐Ÿ˜› im impressed yaar๐Ÿ‘ pata nahin kion log nahin samajhtay aur haan app nay bilkul theek bolaa kay hamaray bazurg nay hamay ghalat concept dia aur dekha jay tu uss time education bhi itni nahi thi aur unn waqt kay log masoom aur simple thay lakin abh tu sabh kuch badal chuka hai agar educated log bhi inn peer faqeer ki batoon main lag jain tu bari hi sharam ki baat hai๐Ÿ˜•
7834 thumbnail
Posted: 16 years ago
#16
thanks yar bas mjhy b aisa logon par bht afsos hota hai k muslims ho kar b shirk kiya hwa hai or waqai main hmary pak main education nh hai agr hai toh us main parents and education yahi sekhaty hain k bady hojao or bas kamao or paisa badhao or aram ki zindagi guzaro koi yeh b toh samjhaye na jahan hamesha rehna hai uski tyari karo yani qayamat jk liye
7834 thumbnail
Posted: 16 years ago
#17
thanks bas Allah sb o sedhe rah par chalye ameen
nazeeei thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#18
axx tum ne bilkul theek kaha hai koi aisa kaise ho sakta hai koi buzurg Allah tak hamari baat puhncahaye jab wo hamari baat indirectly Allah tak puhnchai ga matlab pehle aap baba ji se dua karo ge aur phir wo aage Allah tak puhnchaye ga to kyoon na aap khud hi directly Allah se dua kar lo
tumhari? thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Commentator 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#19

no one can take your prayer to Allah. when you pray and go in to the sajada at that time you are bilkul karib to Allah so why not ask then rather then going to mazarz i agree that peopel do label you as wahabiz if you follow your religion properly.

7834 thumbnail
Posted: 16 years ago
#20
i m in saudi arabia alhumdulillah main umrah kar chuki hn or jab hum roza mubarak par jaty hain yoh ladies k liye rozy k pass nh jany dyty wahan parda laga dyty hain bcoz kabron par jana allow nh hai ladies ko toh jab hazrat muhmmad k rozy k pass nh jany dyty toh hum kaiy or logon k mazaer par ja sakty hain or wahan baqaida dars hota hai k hazra muhammad(PBHU) ny farmaya meri qabar ko sajda gah na bana lyna means k mjhy sy dwa na mangna.
tc
Edited by aaax - 16 years ago
Top