Azaadi Special...come check it out :) - Page 4

Created

Last reply

Replies

36

Views

4.7k

Users

9

Likes

1

Frequent Posters

sweet_pakigirl thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#31

Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
AapkoJashne Azadi Mubarak direct dil se

sweet_pakigirl thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#32

Wishing You A Wonderful
Super-Duper - Zabardast
Xtra-Badiya - Xtra Special
Ekdum Mast n Happy
Bole To Ekdum Jhakaas

*Happy Independence Day*
sweet_pakigirl thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#33
I know I know ^^^^That one is from irtaza, but I like it soooo much that's why i've put it in😆 Hope you don't mind Irtaza😕
sweet_pakigirl thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#34

Khuda ki khaas rehmat hai
buzurgun ki bashaarat hai
kayee nasloun ki qurbaani
kaye nasloun ki mehnat hai
asaasa hai jiyaaloun ka
shaheedoun ki amaanat hai
jab hee tareekh ne rakha hai
is ka naam pakistan

andheroun ko mitaaye ga
ujaala ban k chaaye ga
yeh qissa inqilaabi hai
naye duniya banaye ga
agar Allah ne chaaha to
zamana woh bhi aye ga
jahan tak waqt jaaye ga
isey aagey hee paaye ga
nida qaayed ki hai iqbaal ka inaam
pakistan pakistan pakistan pakistan
mera peghaam pakistan

sweet_pakigirl thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#35

Watan hamara misaal mohabat ki,
Todta hai deewaar nafrat ki,
Meri Khush naseebi,
mili zindagi is chaman mein Bhula na
sake koi iski khushbo saton janam mein.
Happy Independence Day!

Mischeivous thumbnail
Anniversary 18 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#36
Hang on to your faith and culture and make Pakistan stronger. We have to do a lot of work to make a strong Pakistan.


Happy Independence Day to all Pakistanis all over the world


Jashn-e-Azadi Mubarak
nazeeei thumbnail
Anniversary 17 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 16 years ago
#37

Mitti ki jo khushboo hai,tu kaise bhoolaayega,tu chaahe kahin jaaye,tu laut ke aayega,
Nayi-nayi raahon mein, dabi dabi aahon mein,khoye-khoye dil se tere,koyi ye kahega,
Ye jo des hai tera,swades hai tera,tujhe hai pukaara,
Ye wo bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta.

Top