Okay...
So it's time to analyze Devi Sabherwal's Original v/s Duplicate theory. Dekhte hai kisko kya milta hai π
Welcome to Shagun V/S Nikki 'Kon Banega Mrs. Sabherwal' competition!
Kaa haal karke rakha hai behna? Uff.. Sab se bure din aa gawa hai ka? (Dude, trying to type humour but failing miserably π€£π€£ because of the language difference πππ€£π€£)
Aa Dekhe Zara Kis Mei Kitna Hai Dum π
1.) Rab ne Bana Di Jodi
Original π
Duplicate
The pyaar & tadap in Up- Shaguni's face-wa & the tadap in her eyes is solid. Dusre tasveer mein jo do log maujood hai ek dusre ke aankhon me ankhein daal kar, ek dusre ke baahon mein, woh hai kaun? Hai kaun in dono ke saamne? Kuch bhi toh nahin!!!
Shagun-i has hit the teer
2.) Aati Kya Khandala
Original π
Duplicate π‘
Devi ma ki jai! Uski plotting aur planning ki jai! (Kisi aur duniya mein)
3.) Where's the Party Tonight?
Original ππΌ
Duplicate ππΌ
OMG, lit sequence! Devi ne kya band bajadiya dono namune ka, sabko peeche chod diya (speaking frankly she was successful π€¬)
4.) Tere Haath Mei, Mera Haath Ho
Original
Duplicate π€
Perfect shot Akshu ππ Hai meri beti, hai meri beti feel aati hai π€£π€£π€£π€£π€£
Kya pi-yaar hai dono ki nigaahon mein. Notice the grand smile! π₯³ No competition whatsoever!
Ek sawaal, engagement Devi aur Shagun ki toh nahi horahi? π€ͺπ€ͺ
5.) Dum Maro Dum, Mit Jaye Gham
Original β€οΈ
Duplicate π
Swag! Dekh karo toh aisa lagtha hai ki... Nahi, rehne do... π€ͺπ€ͺ
Samajhdaar ko ishara kaafi hai ππππππ
Anokhi ko peeche chod diya hai BM ne π€‘π€‘π€‘
6.) Kaise Bataye Kyu Tujhko Chahe, Yaara Bata Naa Paye
Original π€
Duplicate
I think Nikki needs to change her game plan. At this rate, she is gonna lose the game Warna shaadi ke baad "Sasu Ji, Tune Meri Kadar Na Jaani" gaane ke din aayenge Anokhi ke π³
Sach mein, agar itni chinta hai Shagun ko ghar lekar aane keliye, can BM divorce Tej & marry her real obsession Shagun? At the rate things are planned in her dimwit brain, agle hafte wo Shagun keliye possessive hokar kudh shaadi na kar baite π€ͺπππ€£ I just hope Shaurya waapas behosh hokar paagalon ki tara twist ke saath gire na πππ€ͺπ€ͺ (Hum sab ko content milega bas π€£π€£)
Dekho Behenlog,
Sansaar (India) ki yahi reet hai ki pati khush ho na ho, Saas ka khush hona bohot zaruri hai. Toh original toh iss game mei aage hai... After ek hi thali ke baingan hai dono π
I think humare forum ki Married/Committed sisters can give better advice π€
2nd option isn't valid for me but first one.. Hm, maine bhi clarify kardiya comments mein ππ
Fellow homie, shukriya for the tag
Aur... I toh never hoped is tarah ki analysis dekhne ko milega πππ
Woh bhi shipping Devi-l ma with Upshagun-i π€π€
Mazaa toh bohot aaya, great job sister sahiba π»π»πΉπΉππ»ππ»βπ»βπ»
comment:
p_commentcount