Posted:
Hi everyone! 😃My friend Samarpita has written a beautiful poem about her love for PKDH..😳😳.please read it!!!😳😳😃
Pyar ka dard hai
18th June 2012 ko aaya tha
yeh humare pass
Banali sabke dil mein isne
apni jagah kuch khass
Nakuul aur Disha the iske lead
Jinhe koi bhi jodi aaj tak na kar sakte beat..
Experience actors aur new comers
Ka tha isme combination
Kisne socha tha yeh
Ban jayenge sabke inspiration..
Kullu ki Pankhuri aur Mumbai ki Aditya ki thi yeh story
Viewers ko pasand aayi unki yeh mindblowing jodi
Mom Dad ke fights se
pareshan sa tha Adi
Than li thi usne ki
Nahi karni kabhi shaadi
Phir dur kahi Kullu se
Pankhuri aayi
Adi ki life mein usne
Nayi happiness layi
Dosti hui phir hui shadi
Ideal couple the Pankhuri Adi
Poora kia Pankhuri ne Nanu ka sapna
Kar lia pal bhar mein usne sabko apna
Do saal ke liye choota
Adi Pankhuri ka saath
Par Adi ne phir bhi nahi
Chodi apni aas
Aur second innings mein
phir se Pankhuri lauti uski pass..
Das baje har ghar mein
Hota tha pkdh ka naam
Hoton pe buss adi-
Pankhuri subho shaam
Par shayad kismat ko na
tha yeh manzoor
Aur achanak ek din pkdh
Hui humse door
Kabhi na socha tha jo
Woh hua 1st November 2014 ko..
Dur jaake bhi dil ka naata
Hai isse humara
Shayad isiliye kehte hai
Pyar ka dard hai...meetha meetha pyara pyara..
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Howz it???😉😉 Do reply!😛
comment:
p_commentcount