Note: I am making this post Just for fun...yeh post weekend par sirf activity badhane ke liye hai...do not take it seriously...😊
Mohan:
Mitva...Mitva...Mitva...
kaun Bhaiya...Devadaas
toh Tujhe Kya Laga...Charanadaas
devadaas hoon
Devdas kis Haal Mein Jee Rahe Ho...
kya Kaha Pee Rahe Ho...
are Dard Ki Dava Mili Na Kaheen...
Aur Main aa Gaya Hoon Tere Adde Pe
Aaj Ho Ke Dukhi..
jee Bhar Ke Pila De Paaro...
dil Mera Tod Ke Chal Di Hai
Kaheen Chandramukhi...
sab Ulta Ho Raha Hai Bhaiya...
main Paaro ya Chandramukhi nahi...
main toh guru hoon...
kya Ulta Kya Sulta
Kya Renu Kya Kulata
sab Galat Ho Raha Hai
kya Galat Kya Sahi
Are Kya Doodh Kya Dahi
kaisi Kahi
Bhaiya...khoob kahi...khoob kahi...
lekin Bhaiya devadaas
hmm...
zara Hosh Mein Aao

pahle Megha ko
Mere Aagosh Mein laayo...
par main Paaro ya Chandramukhi nahi Hoon
lekin Main Bada Dukhi Hoon
Bhaiya...devadaas
hmmm...
tumne Pi Li Hai jyada...
kya Kaha...Aadha
arey Arey Mera To Hai
Poori Peene Ka Iraada
peene Vaalon Ko
Peene Ka Bahaana Chaahiye
bhaiya devadaas "Megha re" Gaao
aur chup chap so jayo...
Megha Ho Ya Paaro
koi Farq Nahi Hai Yaaron
peene Vaalon Ko ...
peene ka bahana chahiye...
6 saal Hamane Is Gam Mein Pi
Ki Bichhada Hai Diladaar
Ki mujhko Mila Pyaar
par peena Lekin Kam...
Kushi Ho Ya Gam...
arey Peena Lekin Kam
Kushi Ho Ya Gam...
koob Pienge Ham
Desi Ho Ya Rum
Aana Chaahie
are Peene Vaalon Ko ...