Originally posted by: RajeevAmna4ever
May be even sing the song.
Jab pyarr kiya tho darna kya
pyaar kiya koi chori nahi
isliye aahe barna kya
jab pyaar kiya tho darna kya
jab pyaar kiya tho darna kya.
Kaisa laga meri gaana 😆 😆 😉
😆arre tum fikar math karo, aik baar millen tho sahi, shaadi aur honeymoon karwa kr bhejungi😉😆