maneet with difference(poem)new poem pg 134 4/5/13 - Page 76

Created

Last reply

Replies

1102

Views

56012

Users

91

Likes

1479

Frequent Posters

sona-rai thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
NISHU i sent pm's to my buddies yar.
love u.
Edited by sona-rai - 11 years ago
sukklover thumbnail
Anniversary 15 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago

...






ur updates r  ...






 n also 




...😳




u done a ..πŸ‘πŸ‘πŸ‘..really  



 ... i said 



updates r ...




4 ur hard work...πŸ‘πŸΌ...






tons of ...4 u...
.πŸ€—..





4 pm me...plz keep pm me...πŸ˜ƒ



once again ...
keep it up sweet heart...😊..


lov,❀️
Tama






NOTE:  SORRY FOR THIS TOO SHORT COMMENT AS MY NET IS IT"S CRTICAL CONDITIONAM..don't know when it'll be fixed & also MY EXAM.. 

NOTE:  SOMEONE ASKED ME WHOM FAN I AM...THAT ANS IS ONLY SUMIT KUMKUM & HUSSAIN JUHI..NONE OTHER ANY OF RESENT ON TV..


sona-rai thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 2
Posted: 11 years ago
nishuuu...kahan ghayab hai yar???????
---nishu--- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
here dear
till my net get dead

hey dear
you know me write three poem more for others
---nishu--- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago

Originally posted by: sona-rai

nishuuu...kahan ghayab hai yar???????

hi dear
---nishu--- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
                                                      poem no:

               it for kashmakash         by muskan                                             
me here with my few linesπŸ˜†πŸ˜†
sorry for mistakeπŸ˜‰(spelling mistake dear)


yeh kaisi tukado mein 
zindagi jee rahe the hum
hai hum  ,
ek dusre kee
yeh kyu nahi ,
ek dusre se kahe rahe the hum

apne aap banaye gaye
mere niyamo ke alawa
kabhi bhi  , haan
kabhi bhi ,toh kuch maine kiya nahi
aur kya woh
badalna chahegi mujhe
iska bhi toh mokka ,
maine hame diya nahi

kya mera
hammare is rishte mein ,
khush na rahna
yu ghutna 
aur
chupchap  ,sab sehna
kya kasoor tha bas unhi ka
kya mera 
kabhi bhi ,
kuch na kah paana hi
mera bhi kasoor tha hi
kyoki
woh meri baat sune
meri har chooti zid ke aage jhuke
mere nakhre uttae
mujhe apni palko par bethaiye
is sab ka mokka bhi toh
maine hame diya nahi

aaj jab woh aayi
mere yu saamne
tham gayi yeh zami
ruk gaya aasma
par
mujhe mein naaye ahsaas the jagne laage
aur khud ka hi ,
naya pahlu 
tha nazar aaya 
mujhe mere hi saamne
jo chah raha tha
ke chum lu usse
chu lu  aise usse ,
ke jaise chua na ho pahle usse
yeh kasak si mujhme jaagne lagi

kyu apne in hasin palo ko bhi
aur hasin banna sake hum
is baat ka bhi mokka ,
maine hame diye nahi

Edited by 9n9i9s9h9u9 - 11 years ago
doublecross thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago

Originally posted by: 9n9i9s9h9u9

me here with my few linesπŸ˜†πŸ˜†
sorry for mistakeπŸ˜‰(spelling mistake dear)


yeh kaisi tukado mein 
zindagi jee rahe the hum
hai hum  ,
ek dusre kee
yeh kyu nahi ,
ek dusre se kahe rahe the hum

apne aap banaye gaye
mere niyamo ke alawa
kabhi bhi  , haan
kabhi bhi ,toh kuch maine kiya nahi
aur kya woh
badalna chahegi mujhe
iska bhi toh mokka ,
maine hame diya nahi

kya mera
hammare is rishte mein ,
khush na rahna
yu ghutna 
aur
chupchap  ,sab sehna
kya kasoor tha bas unhi ka
kya mera 
kabhi bhi ,
kuch na kah paana hi
mera bhi kasoor tha hi
kyoki
woh meri baat sune
meri har chooti zid ke aage jhuke
mere nakhre uttae
mujhe apni palko par bethaiye
is sab ka mokka bhi toh
maine hame diya nahi

aaj jab woh aayi
mere yu saamne
tham gayi yeh zami
ruk gaya aasma
par
mujhe mein naaye ahsaas the jagne laage
aur khud ka hi ,
naya pahlu 
tha nazar aaya 
mujhe mere hi saamne
jo chah raha tha
ke chum lu usse
chu lu  aise usse ,
ke jaise chua na ho pahle usse
yeh kasak si mujhme jaagne lagi

kyu apne in hasin palo ko bhi
aur hasin banna sake hum
is baat ka bhi mokka ,
maine hame diye nahi



superb lines!

each line depicts the story of a relation!

wow!


---nishu--- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
                                 poem no :17
    for ff life partnerby  palindrome
from geet point of view
(spelling mistake count karna is not allowed)


rishto ka kaisa yeh  pahlou
hai aaj nazar aaya
ke ab toh
ajnabi sa lag raha hai
mujhe mera hi saaya


kehna aasan hai ki
bada gaya hai woh
par woh to badala hi nahi
jo badle hai
woh to mere hi ahsaas hai
mein jaanti thi
ki woh rishte unke liye khaas hai
par kyu
par kyu aaj mujhe
unke liye sabse khaas hone ki
lagi yeh nayi aas hai
yeh sab to mere liye
ajnabi se ahsaas hai

kyu mein itna badal gayi
kya mein sach mein itni nazuk thi ki
rishto ki thodi si tapan se hi pighal gayi

aaj to mujhe
aarav bhi rishto mein mujh se pakka laga
kyoki uss masoom ne
khushi khushi de diya
apne khaas hone ka ahsaa
is nanhi pari ko
jis se bhi jyaada khaas hone ki
abhi hui thi mujhe aas

hey my dear mami
chillexxx
now you have to listen
so please relaxxx

mami batata hu mein
aapko ek sachai
jo yeh rishto mein jalan
aur sabse khaas hone hi aas  ki havaa
abhi aap se hai takrai
yeh mujhse ho kar hai aaie
aur 
rishto mein sabse khaas hone ki chah
yahi hai rishto ki sachai
yeh baat aur hai ke
aap khud kuud gai iss aag mein
aur mere charo aur
yeh meri  pyaari dadi ne hai lagayi


please tell me guys
lines are good aur not
me waiting for your reply

---nishu--- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
                              poem no :  18 and 19

                     this  two  are written for hamari prem kahaani
                                             ff by heytal

this one i write after reading the pologue
       kyu hua yeh saath mere
                  jab kuch bhi to tay karna
                     nahi tha haath mein mere


            mein aayi hi kyu ,is duniya mein
                agar mujhe aana hi tha ,toh
                    aisa to koi saath diya hota
                        jo mere hone ko sarthak                             ker deta


          aisa nahi hai ke ,koi aaya nahi tha
              sang apne jo sapne laaya nahi tha
                 jisne bin kuch kahe ,sab vaade                  kar diye the
                  bin mujhe chue ,mere har                         zakham bhar diye the
           jab usse ,rahna nahi tha saath mere
             to kyu bhar diye the  ,aankhon mein naye sapne mere

woh chaa gaya
sab kuch hi to chut gaya
har sapna mera tut gaya
kuch bhi nahi tha haath mein mere
na tutna mere adure sapne ka
na woh unchahe saath phere

kyu hua yeh sath mere
 
---nishu--- thumbnail
Anniversary 13 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 11 years ago
               poem no : 19
        for same ff hamarri prem kahaani

few line from geet point of view 

kyu hua yeh saath mere
kyu tut gaye sapne mere
bina hue pure


kyu koi laut aaya
agar aana hi tha usse
toh gaya hi kyu tha 

jab gaya tha woh zindagi se
toh har sapna le gaya tha
aur mujhe un apno ko dekhne ki sazaa de gaya tha

phir zindagi mein kya hua
kyu hua
kis liye hua
yeh sab baate yaad nahi
na todo mujhe iss kadar ke jud bhi na saku
nahi suni kissi ne meri faryaad bhi
toh ab uske aane se ,kuch aur jyaada apne rab se ruth gayi hu mein
ke kyu bheja ab usse ,jab itni tut gayi hu mein