aksh in kitchen kk aathi hai and kehti hai kya tum log jagada kiya hai main naitik se bath karlu..tab aksh says aisi koi bath nahi hai...agar aisa kuch hai tho bhi vo dono khud solve karege👏...
naitik in room kk aakar pendrive puchthi hai naitik deti hai...aksh duggu ko sulane keliye aathi hai tab kk waha se chali jathi hai gud n8 bolke..she saw naksh ka daman wala hug pic...
aksh n naitik nakh ko sulati hai sbs wala scene(BG main pyar ek duje se hai pas ek duje ke hai)
mng pooja ke bakth aksh ke sari main diya ke pass n fire catch karne se pehle naitik aksh ko waha se hatathi hai...antra not happy😡...dj duggu ko leke walkng jane ka bath kehthi hai tab aksh samalthi haui...g3 says bahu sab kithne ache se samalthi hai😃
antra naitik ka chai lek aathi hai n that precp wala scene...she says main tum pati patni ki beech main nahi padna chathi hu bla bla bla😡naitik in gussa
aksh antra ke room ke bahar se chal rahi thi tab antra ne lap top main naitik hugng antara from back aisa ek pic lap top main background banaker aksh ko dikhane keliye waha rekthe hai..akshi saw it
aksh asking naitik antra n aap clg main kithna acha dost the kya vo aapki GF thi kya😛
naitik says clg main they r frnds ..antra naitik ko chathe the..lekin uske man main uske liye koi feeling nahi hai...and usne SR main kaha tha uske zindagi main no ladki other than aksh,,,,
(guys hum logo ko jo bhi sawal tha naitik ka past ko lekr aaj sab ka uttar mil gaya😃)just watch the last part)aksh says muje aapse puchne ka haq hai aap ne tho RR wali bath ko ithna bada issue banaya tha...aksh says main aap ka aur antra ka photo dekha isliye...then naitik says muje dikhatho..naitik n aksh natra ke room main jathi hai tab vo kk wall paper change kiya tha sid n antra ka pic ka wall paper lagi hui thi😡
bech beech main m's ka prblm...vish rj se aksh n duggu ko bulane keliye kehthi hai..thats y aksh gng to myka😛
precap::;antra aksh se kehthi hai...pehle hum sirf dost the..lekin phir usse badkar😡😡
Edited by ammu4u - 13 years ago
4