Originally posted by: --devil-mind--
meri bat achi nahi lagti ap ko😭🤣
acha mujhe laga phir bhag gayin kahin😡🤣 25000 kar ke zara break lagana jab tak main shot na le loon ok😆
oh os waqat 71 thin😡🤣
1 mint wait kiya karo na J😳🤣
yeh wali nahi lagti 😡🤣
nahi maine nahi leni break 😳🤣🤣
ab toh 80 ho gayin ☺️🤣
huh 🤣🤣
9