Page
of
1🏏IPL 2026: CSK vs Mumbai Indians, 44th Match, Chennai🏏
🏏IPL 2026: Rajasthan Royals vs Delhi Capitals, 43rd Match Jaipur🏏
ANGER & GUILT 01.5
NOT TRUSTED 2.5
Rumour - Alia Bhatt Pregnant
Originally posted by: amarjyoti
yaar mujha ek baat samaj nahi ati,kunal siddhi ko always galat samajta hai,or usa blame karta rahata hai,siddhi na uska liya itna kuch kiya usa bachana ka liya apni life bardaad kar di,uska bhai tak na bhi ussa rishta tod diya,or jab siddhi ko pata chalta hai ki vo single hai to vo uska paas jati bhi hai,par kunal usa insult kar data hai ,ussa sach chupata hai,richa ko apni patni show karta hai,par jab siddhi abhay ka liya ha karti hai jabki siddhi ko pata nahi hai ki vo shadi ka bara mai puch raha tha,usna kuch or samaj ka ha kar di,or precap mai dikhata hai ki kunal kaha raha hai ki vo to yahi chati thi vasa bhi mujha farak nahi padna chahiya,mai ek baat samaj nahi pata kunal sirf apna hi bara mai sochta hai jo usa sahi lagta hai vahi sahi hai,vo richa ki har baat pa vishvaaas karta hai,to vo sahi kaisa ho sakta hai