Jaane kaise huwi hai,
Mujhse aisi naadani,
Mine bikhradi apni,
Zindagi ki kahani,
Paas ho kar bhi mujhse,
Dur woh hogaya hai,
Kaise batlaoun kisko,
Mera kia kho gaya hai,
Dastaan dard bahari,
Maine chahat ko apni,
Apne haatoon sazaa di,
Tumne to pyaar kia tha , maine ki bewafai,
Thorasa pyaar huwa hai, thora hai baqi!