Hello freinds..
I know you all were waiting for that to come ...and here it is..
Bade Armaan se rakha hai sanam teri kasam
pyaar ki duniya mein yeh pahala...😭😭😭 Kadam
o sanam teri kasam 😭😭😭
To deviyuon aur sajjano ... apke liye ek aur fan club ...
bade miyaan deewane ka fan club
Bauji fan club😭😭😭😭
ab aap sab se gujarish hai ki jaldi jaldi is fan club ko join karein aur apne vichaaron se ham sab ko avgat karayeen 😆😆😆
vaise aap ki jaankari ke liye.. sim . Barnali, Trupti , Bhaskar Punam to is fan club ke karta dharta hain..😭😭😭
aap sab bhi aaiye aur hamari haunsla afzahi karne mein koi kasar na chodein
Trupti aur Barnali aajkal bade jor shor se is fan club ke liye members le kar aane mein lage hain ...aap bhi unki help karein.😆 😆😆