Originally posted by: waniya_fatima
bach kay rehna rey baba bach kay rehna reybach kay rehna rey baba tujh pay nazar haiđĄđđđtujhay actually har us hero say prob hai jo mujhay acha lagay siwaye Arhaan the belly master kayđđwaisay aik raaz ki baat bataoon. shhhhhhhhhh kisi ko kehna mat mainay boli hairakeesh ko mainay bhi hameesha aysa hi paya hai đđ
Tum Bulging eyes aka Maan ko bhi pasand karthi hai....đđđ...hai!! main kahan jaakar sar phodoon ...
Chalo iss baat se dil ko thasali milli ...bacchi sudhar sakthi hai ...