
Laila main laila, aisi hoon laila ๐ณ
Har koi chaahe mujhse milna akela
Jisko bhi dekhoon duniya bhula doon
Majnu bana doon aisi main laila ๐

Laila o laila laila, aisi tu laila
Har koi chaahe tujhse milna akela ๐๐๐

O mohabbat ka jisko tareeqa na aaya
Usse zindagi ka saleeka na aaya
Raahe vafa mein jaan par jo khela
Uske liye hai yeh haseenon ka mela
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse milna akela
Mujhe dekhkar jo na dekhe kisi ko
Mere vaaste jo mita de khudi ko
Ussi deewaane ki banoongi main laila
Usse pyaar doongi main pehla pehla
Laila main laila, aisi hoon laila
Har koi chaahe mujhse milna akela๐๐

Laila o laila laila, aisi tu laila
Har koi chaahe tujhse milna akela sivai main ๐คข๐คข
Laila o laila laila, aisi tu laila
Har koi chaahe tujhse milna akela