Chapter 4
Karan chup maa ne aur papa ne sun liya tu aacha nahi lagega unhe aur hamare beech ka rishta bhi unhe nahi pata lagna chahiye ok
Suddenly mihir tulsi comes and they stop and hugs each other happy greet each other
Then party continue every one dance nandani karan gautam damini and ganga sahil all dance and sing their favourite rishto ke bhi roop badalte hai
In their rooms
Mihir tulsi tumhe aajkal kya ho gaya hai you difference your and your sister kids she gives you responsibility but you are not fulfil them tum sahi se nahi nibha rahi goo
Tulsi what mihir mein sahi se nahi nibha rahi I differentiate them kisne kaha mein pyar bhi bahut karti hoo mihir yeh tum jante hoo aaj yeh sab kyu mihir mihir aaj se 15 saal pehle jab vo pari 7 saal ki thi angad or hrithik 11 or hrithik 5 saal ke jab vo mere pass aaye the tab se lekar aaj bhi mere maan koi bhed bav nahi hai meine hune pala bada kiya aapne sanskaar diye hai lekin mihir jab bache galat ho tu unhe bhi satna padta hai galat tu galat hai unhe samjhana padta hai mihir galat ko sahi nahi keh sakte unki galti par parda dalna kya sahi hai
Mihir ro tulsi abhi vo bache hai tu hai pari 22 saal ki hi tu hai bachi hai vo aur tumhare yeh faisle aur yeh sahi galat ke karan tumhare rules abhi bhi itna sab kuch ho gaya hum ek bete ko kho chuke is karan aab aur nahi tulsi tum bacho ko kuch nahi kahoge samjhi and goes
Tulsi in tears mihir aaj tak tumne mujhe ansh ke liye maaf nahi kiya hai kyu mihir kya karo mein and in tears aaj itne saal baad bhi uska ehsaas hamesha tease bani rehti hai
Suddenly angad comes in t room tulsi wipes her tears are angad beta tu
Angad massi maa aap ro rahe hoo
Tulsi aare nahi bol kya keh raha hai
Anand mausaji ko mein bahar jate dekha ti mein yaha hrithik baat karna hai aapse he is on video call
Tulsi sarey tu betha kyu hai kara tu
Hrithik hai mummy
Tulsi hai ka bacha jai shree krishna bol
Jai shree krishna mummy
Kaisa hai hrithik thik hoo bas aapse dur hoo thoda kal mera selection ki date isliye nahi aa paya yaha papa ko maat batana naraz ho jayege vo unhe mera profession pasa d nahi hai na he wants I join family bussiness but I am not interested na unhe kyu nahi samaj aata
Tulsi beta mihir galat nahi vo tujhe bahut pyar karte hai
Hrithik tu vo aaisa kyu karte hai
Tulsi becoz he fears tumhe bahar tu struggle karna padega vo nahi chahte tumhe duniya ko face karna pade struggle karna pade tum samjo unki bhavnao ko pita bahar se kathore hote hai but andar se chahte hai ki unke bache koi takleef na ho koi bahari duniya se ladna na pade isliye vo unka bussiness join karlo jo secure hai easy hai struggle naahi aur tumhara khud ka hai koi bhi parents aapne bacho ko pareshan nahi dekh pata aur ek secure life dena chahta hai chal aab yeh maay soch kuch karke dikha taki unhe proud feel ho aur kal ki tyari kar concentrate kar and all the best chal phone kaat
Both tulsi and anand happy
~~ In pari 's room ~~
Ajay please yeh saman padko aur ha yeh kya kar raho kitni baar kaha mere kareeb nahi aayo mujhe abhi nayi nayi shadi hue he ajeeb lagta
Ajay ok ok but is bag mein kya hai , pari tumse matlab mera matlab kuch surprise hai jo mein tumhe nahi bata sakti hum kab chal rahe hai
Ajay mujhe laga tum rukooge aaj ladkiya tu mayke rehna chahti tum nahi maan kar raha aur tumhari nayi nayi shadi hue hai
Pari nahi matlab haa karta hai but aab mein nahi hoo kisi ghar ki tu meri responsibility hai na so chalo saman samete chalna hai
Ajay kya ladki hai I cannot understand
~~Sahil and ganga 's room~~
Ganga tum karan ka offer kyu nahi maan late hoo ghar ki halat dekhi hai tumne tumhara bhai hai koi aapne koi gher nahi
Sahil ganga mujhe gautam nahi banana first of all and now karan change a lot after that incident he became pakka businessman so better I away from him and I want something new myself
Ganga said to sahil yeh myself myself mera mera kya ho gaya hai ghar udhar karan khud sari company ko apni samjhata hai gautam aapne swarth ke liye karan ke sath hai vo bhi apni position apne hisab se chalana chata hai aur tum khud ki aapni asool pe apni khud ki position bana chahte hoo sab bhikar sa gaya hai shanti niketan mein
Ganga tabhi sahil phone rings ganga I take this sahil on phone ok I came back tomorrow positively and ganga beg pack karo hum kal hi nikal rahe hai ganga kyu nahi samjhata koi is ghar ko sath ki zarurat hai hum kyu vaha delhi mein alag reh rahe hai kyu hamare bache ya nahi reh sakte mujhe yaha ki bahut yaad aati hai
~~~~Gautam in his room~~~~
Damini in tears gautam tumhara aur karan ka rishta kyu kharab hota ja raha it's effect our son too you know I am their only for my son uski Heath ke liye tum nahi jarahe tu mein ja rahi hoo kal
Gautam me too want to go I too not want to live in this house but yeh karan na always family comes first so becoz of him insist I came here nahi tu mujhe koi intrest nahi hai mummy papa ki anniversary after what mummy ne kuch kiya hai mere sath tumhare sath but kya kare aana padta hai aur rahi baat karan ki uski hamse use koi matlab nahi I changed alot but sabit karge rahoga mein is virani industry ko akle bhi sambhal sakta aur yeh bussiness mein hath se nahi jane doonga it's my bussiness too
- ~~Karan nandani in their room~~
Nandani hum aab kab chalege karan I miss my children
Karan kya hua meri life line kyu udaas ho
Nandani Karan bacho ki yaad aa rahi hai I miss them man nahi lagta aab yaha yeh sab bhikara hua sa
Karan I know but maa ke pass kuch din rehna chahta hoo mein
Nandani ok jaise tum kaho maa ko bhi aacha lagega karan talk to someone on phone kya kab kaise suddenly said to nandani
Nandani beg pack karo we go now nandani but suddenly kya hua karan
Karan pata nahi bussiness bada loss hua hai dekhna padega aur bacho ki bhi yaad aa rahi I too miss them
Next day tulsi and mihir at hall all are sad karan hugs to maa kya kare aab jana padega bache akele hsi
Nandani ha maa unke exam bhi hai na
Gautam too comes with bag yes mummy mein bhi tyaar hoo waise bhi mayank ko dekhna bhi hai na aur akele humhe hi dekhna hai
Precap same