Aaj se jyada nai hoga.. Aaj Agastya ko dekhkar bhi kaafi rona aaya..
Kal it will be Amrit bashing, some Tai ka hridya parivartan and ultimately SurLie milan with exam passing.. Isliye kal sirf show khatam hone ka gham hoga.. jiska maatam hum last 3-4 hafte se anyways mana rahe hain
Nokia ka permanent switch off bhi hoga 


