Bigg Boss 19: daily Discussion Thread- 27th Oct 2025.
PHATHAKHEE 27.10
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 28th Oct 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 27 Oct 2025 EDT
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 31
BIGHDE BACHCHE 28.10
Previous Season favourites
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 28, 2025 Episode Discussion Thread
Third person: Mihir jaanbujh kar Anjaan bewakoof insaan
Thamma crashes on Monday,EDKD emerges a hit
25 years of Mohabbatein
KSBKB2 Oct 27 written episode with pics attached.
Amaal Mallik Appreciation Thread - Amaalians Assemble
I hope it's not true: Kyunki off air.
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 4
The fame Album
By Lady Gaga
Money money
---------------
Film : Railway Platform
Singer : M. Rafi
Lyrics: Sahir Ludhyanvi
Music: Madan Mohan
sone chandi me tulta ho
jaha dilo ka pyar
aansoo bhi bekar waha par
aahen bhi bekar
https://youtu.be/ZsHed4hwSsM?feature=shared
sone chandi me tulta ho
jaha dilo ka pyar
aansoo bhi bekar waha par
aahen bhi bekar
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
duniya ke bazar me aakhir
chahat bhi vyapar bani
duniya ke bazar me aakhir
chahat bhi vyapar bani
tere dil se unke dil tak
chandi ki divar bani
chandi ki divar bani
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
lekar dil ka ek tara
ham jaiso ke bhag me
likha chahat ka vardan nahi
ham jaiso ke bhag me
likha chahat ka vardan nahi
jisne hamko janam diya
vo patthar hai bhagvan nahi
vo patthar hai bhagvan nahi
vo patthar hai bhagvan nahi
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
leke dil ka ik tara
basti basti parvat parvat gata jaaye banjara
leke dil ka ik tara
Below Anu malik music
Ek chadar maili si
Singer ; Asha & Shabbir
https://youtu.be/-VgQGXNEhZk?feature=shared
Rishi kapoor film
Song: Naam Se Kya Lena
Movie: Marte Dam Tak (1987)
Singer: Kishore Kumar
Lyricist & Music Director: Ravindra Jain
Ye song 1987 me released hua tha, but Ravindra Jain ko kya pata tha ki 37 years baad unke lyrics aur jyada realistic & meaningful lagenge.
Duniya mein paisa nachaye sabko
Yahi hai jo rasta bhulaye sabko
Paise ki tamana staye sabko
Par ye gale na lagaye sabko
Paise ki tamanna sataye sabko
Par ye gale na lagaye sabko
Paise ka zamana gulam dekho yaro
Arey sab kare salam isko dekho yaro
Listen from 4:35 to 5:19