Originally posted by: Rainbow_Girl
Rohit aayega kuch din taunt karega, ignore karega, distance maintain karega, sabke saamne ruhi royegi maafi maangegi, rohit will melt, ho gaya sab teek
theek hai....yeh bhi ho....i will b happy...😂
bas sab ko parivaar mein ho kya raha hai...pata chale...and yeh pata chale...ki abhira big family mein nahi rahti thi...still her values are so strong....and yeh to bade gharon mein raees parivaar ki baate karne wale....what sort of moral characters these r...😂



1.1k