Agar rohit ko gayab hona tha toh armaan se jagada karte waqt nikal jaata ghar se, tab abhira se bhi jhagada ho gaya tha usko, yeh wapas aake, patch up karke, bhabhi ko all the best bolke gayab hone ka logic samaj nahi aaya mujhe. Surprisingly, rohit ke gayab hone ke baad bhi abhira ko Christmas Day ka koi fb nahi aaya 🤦♀️🤷♀️.
Lagta hain ab jab tak rohit wapas nahi aata, triangle hi hoga, abhira goenka hain waala revelation, bhi uske baad hi hoga shayad
. Mujhe laga tha rohit ab abhira ka saath dega, jisse daadisa gussa hogi & more kalesh in the house, but idhar toh kuch aur ki planning chal rahi
199