no vo angad k aane wala part nahi but vo part jahan p mannat sunny se baat kar rahi hoti h mujhko laga angad sunny banke aaya hoga baat karne 😂😂😂but sab dhuaan dhuaaan ho gaya 😂😂Originally posted by: hellodona
Mereko ek pal keliye bhi nahi laga. Mainly due to Sahiba's dialogue ki Angad won't hug you. Aur phone milna gaadi main, felt like trap by Mannat Parth.
Ab dekhte hai precap episode main kaise aata hai aur aata bhi hai ki nahi.


