Originally posted by: Chinmayi18
Are yaar tuze pata hai na hum sath sath gaye the tu, mai aur shweta ab Rohan waha tapak pada to mai kya karu
Par ha maine dandiya night bohot enjoy ki ye sach hai
Aapka to pata nahi but Rohan mera best friend ban gaya hai ab




mai hi chance mar leti hu phir

0