kyunki bhabhiji ko pata h ki Jeth ji kis type k h unka true aiyaash nature kya h Jeth ji sath nibhaye gey sacha Humsafar bankar
Or rumi ko ye pata h ladki Shareef h agar isko ko pata chala to police mein jaayega seedha😂😂😂
Aisa lagta hain ke rumi sorry bol dega toh angad maaf kar dega. Aaj bhi bol raha tha, sorry bolne ko
? 


