Dimaag ka dahi ho gaya hai !!! Kya ho raha hai show me …. Sabk character hi ulat pulat ho rahe ye Viren achanak se anti ho gaya !! Aru ko achanak se Rey se door rehna hai !! Ab ye naya character kya karega pata nhi !! Hope raita na phel jaaye in sab chakkaron me !! Simple story thi Delhi ki achcha lagta tha !! Abhi pata nhi kya n kyu kar rahe 🫨
