Originally posted by: Tia-life
I actually wanted to know ki , ye princes jo aaye h swayamvar ke liye , kya unhe DK ki marriage history ka pata h . Ya vo saare kaand VG se bahar nahi gaye
Bcoz , Tara ki shaadi ka record, aur ye jaante hue ki inke pichhle 2 na ho paaye pati , VG rajya ke sabse bade dushman ka tag laga kar ghum rahe. Kaun bhala insaan inse vivah ke liye Maan sakta h
Yeh sab pake ullu hoge Jo yeh yahan agaye 






