Episode to discuss karne layak lag nahi raha , but ab Dhruv kya karega , vo maharaj ki death ki baad , royal family ke distrust ko lekar naaraz hoga , ya unhe maaf kar dega
🏏IPL 2026: RR vs RCB, 16th Match, BCS, Guwahati🏏
ABHEERA IN DANGER 10.4
Anupamaa 09 Apr 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Vishal Bharadwaj Under Fire On Post Against Dhurandhar
Vridang spin-off separted from Kyunki main.
Sandeep Reddy Vanga Praises Dhurandhar
🏏IPL 2026: PBKS vs SRH, 17th Match, New Chandigarh🏏
Deepika Padukone Paid Less For Raaka
ModernAstro is Live — Try Your Free Kundli + 30-Day Pro Access
🏏IPL 2026: CSK vs DC, 18th Match, MACS, Chennai🏏
No China Mentioned In New Maatrubhumi Version
Episode to discuss karne layak lag nahi raha , but ab Dhruv kya karega , vo maharaj ki death ki baad , royal family ke distrust ko lekar naaraz hoga , ya unhe maaf kar dega
Originally posted by: Tia-life

Mujhe kisi se bhi koi ummed nhi hai. Tara maafi mangegi Dhruv usse maaf kardega. Royal Family Maafi mangegi unhe bhi maaf kardega..lekin kya royal Family Maafi mangegi 😑
Originally posted by: Minhasmansi92

Ab ye sawaal bohot mushkil h ,par I think maafi ki jagah, inhe bhi Dhruv ke saath ek-aadh jail ka tour milna chahiye 🤔😆
Aese ques naa puchhu jiska answer hum main se kisi ko nhi pata🤣
Btw ye DT ki sword fight honi thi wo hi hui kya...
Aur vo Dumbraj ka talwaar dene wala scene hua tha kya , maine nahi dekha 😵
Originally posted by: Tia-life
Aur vo Dumbraj ka talwaar dene wala scene hua tha kya , maine nahi dekha 😵
Originally posted by: Tia-life
Ab ye sawaal bohot mushkil h ,par I think maafi ki jagah, inhe bhi Dhruv ke saath ek-aadh jail ka tour milna chahiye 🤔😆
I got an idea , what if Samrat apne plan mein successful ho jaaye , aur takhtapalat karde , aur mahaveer ki jagah khud Raja ban jaaye 😛.
Uske baad vo MV,MJ aur Tara ko bandi bana kar , unhe apna saara plan bata dega ,Dhruv ki khud ko innocent prove karne ki mehnat bachegi .😃
Phir royal family ka pata nahi , but at least Tara to maafi mangegi Dhruv se . But vo nahi maanega phir jail mein Dhruv manao game chalega .😆
aakhir mein Dhruv maan jayega aur DT , kisi tarah royal kaidiyo se aashirwaad lekar , gandharv vivah kar , karawaas mein apna sukhi sansaar basayenge 🤣🤣
Wo khanjar nikaal te hai wo hua tha , tu kaunsa talwaar vaala bol rhi hai
Are jisme , dumbraj apni talwaar deta h Dhruv ko ,ki hume dand do