Episode to discuss karne layak lag nahi raha , but ab Dhruv kya karega , vo maharaj ki death ki baad , royal family ke distrust ko lekar naaraz hoga , ya unhe maaf kar dega
🏏IPL 2026: Royal Challengers Bengaluru vs Chennai Super Kings, M 11🏏
🏏 IPL 2026 Match 10th SRH vs LSG at Hyderabad 🏏
FAKE RASM & MUKTI SHOWN 4.4 &5.4
🏏IPL 2026: KKR vs Punjab Kings, 12th Match, Eden Gardens🏏
MUKTI GETS VANI 6.4
Cute interaction between Ranveer and Shreya Ghoshal!!!
There are 4 entry scenes which are my favourites
HRITHIK ROSHAN About Ramayana VFX
Happy Easter: A Fresh Start Filled With Joy
Rupali Ganguly / Anupamaa - Happy Birthday 🎉
Episode to discuss karne layak lag nahi raha , but ab Dhruv kya karega , vo maharaj ki death ki baad , royal family ke distrust ko lekar naaraz hoga , ya unhe maaf kar dega
Originally posted by: Tia-life

Mujhe kisi se bhi koi ummed nhi hai. Tara maafi mangegi Dhruv usse maaf kardega. Royal Family Maafi mangegi unhe bhi maaf kardega..lekin kya royal Family Maafi mangegi đ
Originally posted by: Minhasmansi92

Ab ye sawaal bohot mushkil h ,par I think maafi ki jagah, inhe bhi Dhruv ke saath ek-aadh jail ka tour milna chahiye đ€đ
Aese ques naa puchhu jiska answer hum main se kisi ko nhi patađ€Ł
Btw ye DT ki sword fight honi thi wo hi hui kya...
Aur vo Dumbraj ka talwaar dene wala scene hua tha kya , maine nahi dekha đ”
Originally posted by: Tia-life
Aur vo Dumbraj ka talwaar dene wala scene hua tha kya , maine nahi dekha đ”
Originally posted by: Tia-life
Ab ye sawaal bohot mushkil h ,par I think maafi ki jagah, inhe bhi Dhruv ke saath ek-aadh jail ka tour milna chahiye đ€đ
I got an idea , what if Samrat apne plan mein successful ho jaaye , aur takhtapalat karde , aur mahaveer ki jagah khud Raja ban jaaye đ.
Uske baad vo MV,MJ aur Tara ko bandi bana kar , unhe apna saara plan bata dega ,Dhruv ki khud ko innocent prove karne ki mehnat bachegi .đ
Phir royal family ka pata nahi , but at least Tara to maafi mangegi Dhruv se . But vo nahi maanega phir jail mein Dhruv manao game chalega .đ
aakhir mein Dhruv maan jayega aur DT , kisi tarah royal kaidiyo se aashirwaad lekar , gandharv vivah kar , karawaas mein apna sukhi sansaar basayenge đ€Łđ€Ł
Wo khanjar nikaal te hai wo hua tha , tu kaunsa talwaar vaala bol rhi hai
Are jisme , dumbraj apni talwaar deta h Dhruv ko ,ki hume dand do