yeh log kitna paani waste karrahehein yaar đ
yeh becharein paani bheegtey reel aur real life mein beemar padjayengey
ekta ney serial ka naam thoda zyada seriously leliđ
thank god serial ka naam barsatein hain not aag yaa sholađł
kitna petrol waste hota