Exactly broš³
Btw kisine note kiya aaj samasya k baarein inform krne Tillu aayi thi saamne se , usne dhruv ko gusse me dekha aur mahavir ko bataaya hoga , taaki kalesha ho aur , jo hua bhi
Aur dhruv ko talvaar nikaalta bhi ye log ne kahi se dekh liya hoga and then apna kaam kr liyaš²
Tillu to Mystery box Banti ja rahi hai, bus uski shakal cute hai aur Mahaveer ke sath uski chemistry acchi hai , Varna to dialogues bhi vo DK ki tarah third class hi Marti haiš
