MPK se Dil Deewana bhi gaana 😛
Duniya maange apni muraadein
Main toh maangoon saajan
Rahe salamat mera sajna
Aur sajna ka aangan
Iske siwa dil rab se kuch bhi chaahe na
OK ye gana to dil ke emotions words me describe kar raha hai to hum yahi gana gayenge hawan me 🤣
