bilkul inke precap jhootey hotey h or precap mein angad gussey mein h nashey mein to sach pata chalne par or zyada gussaa hoga seerat manbir Jasleen nd brar family team up against sahiba or sahiba unke aagey bheek maangti dikhegi unki doormat or angad in sab abusers ka head 😆Originally posted by: hellodona
Precap issiliye daala kyunki rain dance dekhke audience bhaag gayi toh waapis laane keliye.
Episode main Angad will throw things at Sahiba and say Seerat sahi bolti hai, she will beg ki shaadi mat todo aur phir kuchh din baad Angad will agree and wow true lub.
Waise agar ye bachi inki hoti to ye sab samajh bhi aata but inder ki beti h apni aulaad ka faisla baap ko Lena chahiye na to ye dono kya kar rahey h ye kon hotey h decide karnewaaley kyunki baap nikamaa h kisi kaam ka nahi isliye 😆