Originally posted by: CutieShona20
Aaj maharaj to dhruv tara ki shaadi ka liya kuch bhi karna ko tayaar tha chaiye uska liya unka vallabgarh tez hava se ud kyu na jaeđ¤Łđ¤Ł
Isi khushi mein aaj ke episode ko lekr maharaj par no roasting.đ
Wesa ya baba kyu humara dhruv tara ka pichhe pada ha yr đĄor navrangvan kesa curse kar sakta ha mujhe ye line samjh nhi aayađ¤ˇ
Actually Navrangvan na uss baba ke pitaji h , ve bohot dukhi the ki aise santaan ko ek Sadi jhel nahi payegi , isliye Navrangvan ban inhe Sadi to Sadi transfer krne ka kaam kr rahe the ki sab thoda thoda jhel le .But jab se DT ne travel krna shuru Kara baba 17 cen mein hi jam gaye h , aur iss Sadi ke saath anyaay ho raha h, isliye shraap diya h ya to khud travel krna band karo ya iss baba ka kuchh Karo .and save the centuries đ¤Łđ¤Ł