
Akshara Ek weekend se doosre weekend tak ek so bees ghante ka intezaar hai 🕰️
Abhinav Yes Akshara jee the math is absolutely correct…

Akshara Jo hua woh hamare bas main nahin tha
Abhinav Nahin Jee Jo Hua Tha Hamare Bus 🚌 Main Hi Tha..kya aap bhool gayi hum pehli baar bus mein mile the?
Akshara Nahin jee main uss Bus 🚌 ki Baath nahin kar rahi thi..Bas karo na wali Bas..
Abhinav oh abh samajh gaya jee..

Then, Abhinav says:
Pati patni toh hum abh jaake bane hai..

Akshara: Lekin jee hum bahut saalon se shaadishuda hain.. kya aap bhool gaye hain?

Abhinav: Nahin Akshara jee, mera woh matlab nahin tha..main poetic hone ki koshish kar raha tha..

0