Inder ki beti ki entry woh bhi Sahiba ki wajah se 🤦
Manbeer hurt hogi obviously,Angad will again blame Sahiba😑😐
Angad ko support karegi seeratji ,bolegi Sahiba ko kya jarurat thi is bachhi ko Ghar laane ki 🤮👎
Jo Angad Sahiba already kabhi ek team ban nhi paaye ,aur dur ho jayenge 😕
Waah kya track hai !!!