but i am not surprised maine pehle hi bol Diya tha jo bhi suyapa hoga jiski bhi galti hogi but last mein sara blame sahiba k upar aayega phir sahiba ismein involve ho ya na ho 😆...Originally posted by: hellodona
Arre baapre, Sahiba kya doormat ban chuki. Husband affair karke bol raha sab kuchh tumhari wajah se hua aur wife sorry bolke ro rahi. Puri family Angad Seerat ki kareebi ka dosh Sahiba ko de rahi.
Kya love story likhte hai Ghum waale. Sahiba sister thodi toh self respect.
Yehi kaam ye ghum mein karta aya tha crime kis ne bhi kiya ho bill uska FL k sir aata tha
A yehi hoga agar seerat anagd ko i love you bolke hug to kya kisses bhi akr legi to bhi sahiba ko balme karengey agar earthquake bhi ayaega to yehi bolengey ki sahiba ne dharti hilaa di
Isliye sahiba k against saazish ho ya na ho koi farak nahi padta...
Bas sahiba saasney bhi le legi to sahiba ka abuse start ho jaayega ki iski himmat kaiise hui saas lene ki
Faark sirf itna h ki sia jawab deti thi sabko sunati thi vo baat alag h kisi p asar nahi hota tha but Sai sunaati zarur thi sabko
Lekin sahiba doormat bana gyi h ulta maafi maang rahi h