Dhruv Tara: Samrat ka band - Page 2

Created

Last reply

Replies

16

Views

642

Users

9

Likes

35

Frequent Posters

Tia-life thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 10 months ago
#11

Senapati and tara's mehndi ceremony.


In Maharaj's room.

Dhruv: Maharaj aapki aagya Ho To Kya Main bhi is samaroh mein bhag le sakta hun, main bhi Mehandi lagana chahta hoon .


Maharaj : Chikitsak doctor Dhruv parantu aap Mehandi kyon lagana chahte Hain mehandi to Keval striyan lagati Hain


Dhruv : Maharaj mehandi ka kya hai vah to stri purush koi bhi Laga sakta hai

Maharaj :Theek hai ! Jaisi aapki ichcha aap bhi mehandi lagva lijiyega humari aur se anumati h .

( Maharaj Ko ekadam realistic rakhne ke liye Main show ki tarah hi yahan bhi ye h - mandbuddhi . Dhruv actually Tara ko Mehndi lagane ki baat kar raha hai aur yah Dhruv ko hi Mehandi lagva rahe hain) 

Dhruv :Maharaj ,main kyon lagvaunga mehandi mujhe Mehandi nahi lagani

Maharaj (little angry) :Chikitsak Dhruv aap ye kya kah rahe hain aapne abhi kaha aap Mehandi lagana chahte hain aur abhi aap apni baat se mukar rahe hain, spasht kahiye aap kya kahana chahte Hain ?

Dhruv realizes the situation and starts laughing.

Maharaj stares at him .

Dhruv ( in his Epic pranam pose) : Maharaj ji mera kehne ka matlab yeh hai ki Main dusron ko Mehandi lagana chahta hun main Bachpan mein apni maa Aur behni Ko Mehandi lagata tha, aur abhi is kam mein kafi achcha hun.


Somehow Dhruv manage to convince Maharaj about his wonderful talent of applying mehndi and has got the permission to attend the ceremony.


Actually it was a plan to write his name on Tara's hand but some professionals where had come from Agra for specially Taras mehndi. So he did not get the chance.

Dhruv: yah to Sara plan chaupat Ho Gaya fail Ho Gaya Yahi baitha Raha to se aaega mera naam Tara ke hath mein Kanha ji Koi To Chamatkar karo .

Dhruv is sitting in one side of the room while Tara is in the centre

Some ladies come and ask through apply mehndi on their hand. Those starts applying mehndi but after sometime he is lost in other world.

( Ji han aapane bilkul sahi anuman lagaya hamara Dhruv Tara ko dekhne mein khoya hua h. Vah to acchi baat hai ki Mehandi lagane mein vo vakai mahir hai Varna mehndi bhi uski writing ki tarah Ho jaati ) 


Then Senapati comes in the room where he saw Dhruv setting and steering Tara.


In the meanwhile, the lady in whose hand Dhruv was applying mehndi is called by someone and she left. Samrat comes and sits beside Dhruv .


Dhruv unknowingly takes his hand and start applying mehndi to him.

Senapati : chikitsak Dhruv yah aap kya kar rahe hain hath chhodiye hamara , hume mehndi nahi lagwani 


Dhruv lost in tara turns towards Senapati but imagines Tara sitting there. He is lovingly seeing him.

' Aankho mein Teri plays '

Dhruv :Ab aap aa hi gayi h to mehandi lagwa lijiye .

Senapati: Ye aap kya keh rahe h , haath chodiye humara , Varna aap ka kya hoga aapko anumaan bhi nahi h ?

Dhruv holds his wrist tightly and continues applying mehandi .

Dhruv : Ab Jo hoga dekha jaega , lekin aap dekhiye aapke haath mein mehandi kitni achchi lag rahi h aur humara naam .


Samrat struggling to remove his hold . And he takes his hand towards his face ( in his typical romantic way ) still imagining Tara and was about to touch him .

 

Senapati : Ye aap kya kr rahe aur humara naam se aapka tatparya ? 


Dhruv (out of his fantasy land ) : Main , main .. I was just dreaming about my mehndi with my Tara which is in danger because of you . Stay away from my Tara or I will bash you..


Senapati: Aap aur aapki bhasha , iska arth bataiye ab ?


Dhruv : Mr . Senapati Ji Vo na aapko galo par machchar betha tha ,main bus vahi hata raha tha .


Samrat : Machchar !


Dhruv : Ji , haa machchar aapko pata nahi h , machchar kitne khatarnak hote vo kitni bimariya failate h ( in his mind ) :Vaise aap bhi machchar hi h , sab ka khoon pite h, mann krta h aapko bhi 2-3 taali maar hi du .


Samrat : Aur vo humara naam ?

Dhruv : Humara nahi aapka naam , meri bhasha mein likha hai Samrat Singh .

 (Dhruv deewane ne Samrat ke haath par dhruv Tara likh diya tha , Vo to kanhaji ne bacha liya ki English mein tha ,vrna Samrat Maharaj mrityudand dilwa ke hi rehta . After all uski premika ka naam kisi aur ke saath , kaise bardaasht kr pata ).

Samrat : Parantu 


Dhruv: Parantu ,Varantu chodiye dekhiye aapke haath mein mehandi kitni jach rahi h. Aap sab ko dikhaye na ?


Dhruv :( in a loud voice ) Aap sab , kripya thodi der ke liye idhar dhyan dijiye, maine senapati ji ko mehandi lagayi h , kripya kr apni ray dijiye ki kaisi lag rahi h.


All ladies comes towards Samrat .


Maharani : Senapati ji ! Aapko haatho ko mehandi bohot sushobhit kr rahi h .Aapko aksar lagani chahiye .

Everyone laughs .๐Ÿ˜†

Samrat : Ji maharani ! (In mind) Ye mehndi is chikitsak ka koi shadyantra lag raha h , kaisa vichitra vyavhar kr rahe the ,hume yaha se shigrah prasthaan krna chahiye.


Samrat runs from there .All ladies laughs .


Dhruv : Bhagwan ji ! Ye problem to nipat gayi , ab koi chamatkar karke meri bhi wish puri kr dijiye .


In Tara's side her mehndi had got completed but after seeing senapati running , She also starts laughing seeing this . Her earring which was loose falls on her Mehandi . 

Anusuya: Tara ! Ye kya hua Tumhari mehndi to kharab ho gayi , senapati ji ka naam mit gaya h . 

Says Anusuya after checking the mehandi .

Maharani : Taru ,ab kya kare Jinhone aapke haatho pr mehndi lagayi thi , ve to prasthaan kr chuki h , aur hum sab bhi apne haatho par mehndi lagwa chuke h .Ab ye kaun thik karega ?


Dhruv : (in low voice ) Bhagwan ji aap ka system to bohot achcha h , itni jldi meri wish puri kr di , bus aise hi mera support krte rahiyega .


Dhruv: Maharani Ji ! Aapki aagya Ho to main Rajkumari ji ki mehndi thik kar du ?


Maharani looks towards Tara .Tara slightly nods her head .


Maharani : Ji chikitsak ji ! Hume koi aapatti nahi h , aap laga dijiye .


Dhruv goes and sits near Tara ,And starts applying mehandi .


Dhruv :Vaise Tara tumhare haatho mein mehandi bohot jach rahi h .


Tara(little rudely) : Hamari shadi ki mehndi hai sundar to hogi hi , parntu tum yaha iss samaroh mein kyu aaye ho , aur senapati ke haath mein mehndi aisa kyu kiya?


Dhruv (smiling looks towards her ): Tumhare haath par humara naam kitna achcha lag raha h na , dhruv Tara.


Tara looks in her hand and sees beautifully written Something in English which she cannot understand. She smiles for some seconds then .


Tara:(angry) Kya tumne humara naam likha parantu kyu , kisi ne dekh liya to , abhi hatao ise ?

Dhruv : Nahi hata skta .Ab Senapati ji ke haath pr jo likha , tumhare haath pr bhi to vahi hona chahiye na , alag likha to problem ho jayegi na ?

Tara looks questioningly .

Dhruv: Problem mtlb pareshani .Ab senapati ke haath pr mehndi lagane ka kuchh to fayda ho.

Tara : Matlab ye tumhara shadyantra, tumne jaan - bujhkr kiya .


Dhruv ( cutely) Nahi, ye to tumne karvaya mujhse . Ab tum mujhe har jagah dikhai deti ho to mai kya karu .Aaya tha tumhen Mehandi lagane , uss senapati ko laga Di . Vo to kanha ji ne bacha liya vrna Aaj to kiss hi kr deta ?


Tara ( curiously) : Kiss ab ye kya h?

Dhruv checks the room . All ladies are busy in talking or something else.

Dhruv : Wahi jo main sirf tumhare saath kr skta hu .

And kisses on her cheeks.

Tara is startled for a second . Her face turns red with blush .

Suddenly she realises what Dhruv has said previously and starts laughing .  

(Ab kya kare SSP show mein dono ko itna rula rahe to maine thaan li ki inhe yaha to nahi rone dungi )

 

Tara (loudly) : Senapati ji ! Kiss ! Ha.Ha.


Maharani Ji : Ab inhe kya hua ?

Anusuya: Pata nahi ,Ye kiss kya hota h.


And the whole room watches their Rajkumari laughing like a crazy and chikitsak Dhruv trying to calm her and saying " Rajkumari ji ! Mehandi kharab ho jaegi, Rajkumari ji!. Without knowing the actual meaning of kiss . ๐Ÿคช




 

Chinmayi18 thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail + 3
Posted: 10 months ago
#12

Tia thank you very much dear bohot bohot maja aaya ye read karke funny bhi hai ๐Ÿคฃand romantic bhi ๐Ÿ˜ณ

Aa jao sab ye enjoy karo๐Ÿค—

Tia-life thumbnail
Visit Streak 90 0 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail Visit Streak 30 0 Thumbnail
Posted: 10 months ago
#13

Originally posted by: Chinmayi18

Tia thank you very much dear bohot bohot maja aaya ye read karke funny bhi hai ๐Ÿคฃand romantic bhi ๐Ÿ˜ณ

Aa jao sab ye enjoy karo๐Ÿค—

Thanks for the appreciation ๐Ÿ˜ƒ

Minhasmansi92 thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail + 3
Posted: 10 months ago
#14

This was so good ๐Ÿคฃ๐Ÿคฃ. Samrat ko toh pata bhi nhi uske haath pe kya likha hai dhruv ne ๐Ÿคฃ๐Ÿคฃ. Keep the part coming ๐Ÿ‘๐Ÿผ. 

MyDriYa thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Easter Egg Contest Winner (2023) 0 Thumbnail + 7
Posted: 10 months ago
#15

๐Ÿคฃ๐Ÿคฃ

SamRuv's scenes were so funny ๐Ÿ˜†

Nice writing ๐Ÿ‘๐Ÿผ keep going...

luvzindagi thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail + 4
Posted: 10 months ago
#16

Wow,.... I loved thisโค๏ธ

It was so refreshing after all the drama in the show๐Ÿ˜Š

I wish humare DT raise hi haste muskurate rahe 

Good Job Tia ๐Ÿ‘

dhun.laagi thumbnail
Posted: 10 months ago
#17

This is hilarious, thanks for writing it so nicely ๐Ÿ˜†๐Ÿ‘๐Ÿผ