True, I wish for once Sahiba bole Watch accha hai bar bar dikhane ki jaroorath nahi đ¤Łđ¤Łđ¤Łđ¤Łangad ka face đ..angad ka dhyaan to ek hi jagah p h apni watch p time niklaa jaa raha h
Jitna angad watch dekh raha h or sahiba ko dikha raha h
Koi reality show ka host h lag raha h aapka waqt samapt honewala h jaldi jawab dijiye warna aapko bahar Jana padega đ