Originally posted by: Anu_02
Arey yaar saboot hi Dena tha to video record kar leti chupke se Garry nd seerat ka or dikhati sabke saamne Garry ka real face ..bas baat khatam aise thodi na kaam chalega ki Garry khud aakey bol dega ki haan main hoon jisne sab kiya 😆...agar sahiba Garry ko dikha bhi degi to Garry asani se ye bolke nikal jaayega ki dono behene isko phasa rahi h or jaahir si baat h mongas k past record ko dekhkar koi mongas ko trust nahi karega to seedha seerry ka ek video bana lo jahan Garry apna sach bolta ho or dikha do sabko
But nahi ek mahina waste karna h agar itna jaldi sach bahar aa gaya to mahina kaise waste hoga 😆..
Or ye last video jahan sahiba faint hoti h ye bhi to ho sakta h chot lagne ki wajah se faint hui ho
Ya sirf khana khana ya paani na peeney ki wajah se pata nahi
Dekhte h kiska h sirf faint hone ka ya chot lagne ki wajah se faint hone ka 😆...
Ye gurudwara ka ek haftey tak dikhane waaley h kya
Or sham k 7 bajey tej dhoop kya baat h lagta h inki shooting dusre planet p hoti h😆..tabhi raat mein bhi din hota h or ek din ek haftey mein pura hota h 😆
Or yaahn vo sab ho raha h jo mahashivratri p GC mein tha bas dikhaya thodi alag tareekey se h or bohot drag karke
Or change ye h ki faaltu k scene bohot zyada h itney zyada ki 3 ya 4 epi to sirf ye faaltu k scene mein nikal jaatey h time waste or manbir nd gurleen bohot over react kartey h itna ki fake lagta h ..