Yeh Pareshan Prasad kee nautanki bade dinon baad dekh rahi hun. Waise sabse zyada dukh mere khayal se Milapini maa ko hi hogi..Saare bade drame baazi unke saamne ho rahi hein....Mayya ne jodi banayi thi Dev aur Vidhi kee. Par inn logon ke pass akkal hein hi kaha joh yeh sab samjhe?