Originally posted by: Kacchakela21
Akshara ki "galti " ki punishment toh usne accept kar liya. Ab saza katne ke baad kaisa guilt? Guilt toh Abhimanyu ko ab shuru hui hai ki usne Akshara ke saath kya kiya. Ek miscarriage patient ko itna physical aur mental stress dekhe usne uski jaan khatre mein nahi dali? Ek taxi tak arrange nahi kiya use apne mayke chodne. Uska accident ho sakta tha, kidnap ho sakta tha, r*pe ho sakta tha. In sab ke liye Abhimanyu ko itne saal kyun guilt nahi hua? Aur kya punishment bhugta usne Akshara ka diya hua? Akshara ne toh Abhimanyu ka diya hua punishment bhugat liya hai. Aur jab Pata chalega ki usne apni pregnant biwi ko usne itna torture karke, gharne Bahar pheka toh aur guilt Hona chahiye. Aur saza milni chahiye.
Doesn't Akshara know driving?
50