Originally posted by: Ayu_12
https://youtu.be/9LNAcRNKDSo
Full segment, check the starting , I guess he was genuinely feeding her đ€Ș thank God he didn't uses free ka khana, he is saying jab mai khila raha hoon toh khau ... Behen khaa le đ€Ł
sbs segment mein anchor Aditi bolti h starting mein ki angad ne utha liya h sahiba ko apni bahon mein ...but vo scene nahi dikahay
So ho sakta h ki jab sahiba behosh ho jaaye to angad usko uthake le jaaye andarđł
Haan ye scene Bengali waaley se acha tha warna Bengali wala bohot bekaar tha ..
Yahan to angad apne hatho se khila Raha hota h but sahiba hi mana karti h nd anagd bolta h main apne hathon se khila Raha to kha kyun nahi rahi khaođ€Ł